WordPress Blog Post Me Table of Contents Kaise Add Kare

WordPress Blog Posts or Pages Me Table of Contents TOC Kaise Use Kare? Website or blog ke long content ko read karne or uske important section tak scroll karne me readers ko kafi problem hoti hai, jisse kuch user post ko full read karne se pahle hi close kar dete hai. Is post me hum WP blog me table of content yani TOC Box add karne ke bare me bat karenge jisse visitors easily heading scroll kar sakte hai.

WordPress Table of Contents

Table of contents post or page ka structure overview hota hai jisme post ki all headings display hoti hai, jisse aasani se pata chal jata hai ki post me kya kya jankari hai or ye humare kitni kaam ki hai. Users ko isse apni pasand ki jankari tak pahuchne me problem nahi hoti hai. TOC ki help se user direct apni pasand ke section pa Jump kar sakte hai.

Table of contents (TOC) me aap H1, H2, H3, H4, H5, H6 all heading ko show kar sakte ho or sath hi heading limit bhi set kar sakte ho. Example, aapne Wikipedia.org ke articles me TOC use hote huye dekha hoga. Is post me hum usi ke bare me bat karne wale hai.

Table of contents use karne ke 2 fayde hai.

  • Audience ko content read karne or important section par scroll karna easy ho jata hai. Isse site Bounce Rate better hoti hai.
  • Google me Jump Links show hote hai jisse site ki Search Engine Visibility increase hoti hai.

Iske alawa bhi TOC use karne ke bahut se advantages hai. Mere blog me TOC use karne ke bad mera traffic 150% badh gaya, Isiliye main ye trick aapke sath share kar raha hu.

Blog Post or Page Me Table of Contents Kaise Add Kare

WordPress top and better blogging platform hai, isme koi bhi feature add karne ke liye hum plugins ka istemal kar sakte hai. Table of Contents display karne ke liye aapko koi extra coding editing karne ki jarurnat nahi hai. Iske liye bhi aap wordpress plugin use kar sakte hai.

Blog me table of content use karne ke 2 tarike hai.

  1. Manually: Aap HTML, CSS, JavaScript ki help se website me TOC add kare. Iske liye aapko programming ki knowledge hona jaruri hai.
  2. Automatically: Aap wordpress plugins use kar posts or pages me TOC add kar sakte hai. Iske liye aapko kisi knowledge ki jarurat nahi hai. Isse aapki har post me automatic TOC display hoga.

Mujhe dusra tarika aasan lagta hai or main aapko hi yahi recommend karunga. WordPress me TOC features istemal karne ki aapko bahut sari plugins mil jayegi magar mujhe in sab me Table of Contents Plus plugin sabse better lagta hai.

Table of Contents Plus Plugin Use Kaise Kare

Ye plugin bilkul free hai or abhi tak ise 200,000 users use karte hai. Iska setup bahut hi easy hai. Plugin install karne ke bad aapko sirf basic step set karne hai. Jiske liye aap ye guideline follow kare.

1. Download and Install Plugin

Sabse pahle aap Table of Contents Plus plugin ko download kar le ya fir wordpress dashboard par ja kar left nagigation me Plugins >> Add New option par jaye or search box me “Table of Contents” type kar search kare.

  1. Install Now button par click kar plugin install kare.

Table of Contents Plus

2. Setup Table of Content Plus Plugin

TOC plugin activate karne ke bad aapko uski settings customize karni hai. Iske liye aap WordPress navigation Settings >> TOC+ option par jaye.

Main Options and Appearance

  1. Position: Yaha aapko TOC ki position set karni hai. Default “before first heading” location hoti hai. Aap chahe to ise change kar sakte ho. Aap [] me toc write kar shortcut se kahi bhi TOC show kar sakte ho.
  2. Show when: Kam se kam post me kitni heading hone par table of content show kare wo set kare.
  3. Auto insert for the following: Posts or pages aapko jaha jaha TOC show karna hai wo select kare.
  4. Heading Text: Table of content kel iye title select kare. Aap toggle ko default hide show bhi kar sakte hai.
  5. Show hierarchy: Is option ko enable kar aap heading or subheading ko structure forum me show kar sakte ho.
  6. Number list items: Is option ko tick karne se heading ke aage numeric show honge.
  7. Enable smooth scroll effect: Jab koi table of content heading par click karega to wo direct us section par jump kar jayega. Agar apa ise slowly “smooth scrool effect” ke sath karna chahate ho to is option ko enable kare.
  8. Width: Yaha aable box ki width manage kar sakte hai.
  9. Wrapping: Table box ko left, right display kar sakte ho.
  10. Font size: Isse apa table box ke under ke font ka size increase or decrease kar sakte ho.
  11. Presentation: Yaha apa table boxka look select kar sakte hai. Grey (default), Light blue, White, Black, Transparent and Custom jo achha lage choose kare.
  12. Advanced: Yaha par aap table of content ki advanced settings kar sakte ho, Jaise kisi heading ko TOC se hide karna, heading top margin set karna, Lowercase, CSS file etc.
  13. Update: Finally, update options button par click kar setting save kare.

Table of Contents Plus Settings

Aapke plugi nsetting completely customize karne ke bad aapki site ki all posts me automatically “table of contents” show hone lag jayega. Iske bad aap jo new post likhoge usme bhi TOC automatic add ho jayega. Ab aapko koi extra setting karne ki jarurat nahi hai.

Video Tutorial

Conclusion

Is tarah se aap wordpress blog me easily Table of Contents (TOC) istemal kar sakte ho. Isse aapke visitors ko content read karne me problem nahi hogi or aapki long posts ko jyada people read karenge. Search engine me table heading URL show hone ki wajah se aapko jyada Organic traffic milega.

So aap abhi apni site par is plugin ka istemal kare TOC enable kare or apni site ki search engine ranking badhane ke sath content ko or jyada readable banaye.

Agar aapko ye jankari achhi lage to ise dusre blogger ke sath share jarur kare.

Avatar for Jumedeen Khan

by: Jumedeen Khan

मैं इस ब्लॉग का संस्थापक और एक पेशेवर ब्लॉगर हूं। यहाँ पर मैं नियमित रूप से अपने पाठकों के लिए उपयोगी और मददगार जानकारी शेयर करता हूं। ❤️

Comments ( 49 )

  1. Sir me apni site ka home page nahi design kr pa rha hu sir mai Genesis theme use krta hu ar big child them to sir mujhe bataye ki changes parant theme me krte h ya child me kyoki me child me change krta hu to usme kuch change nahi hota

    Reply
    • Child theme me karte hai. Google me search karo is bare me bahut se tutorial available hai.

      Reply
  2. sir Aap ne SMI ki homepage Designig bahut good kar rakhi hai. dear me bhi aesi hi designig ke bare me janna chahta hun jese aap ne smi par kar rakhi hai jese latest post and i want to lean category kya Aap mujhe ise bare me giudense batayenge

    Reply
    • Iske liye aapko thodi CSS aur HTML sikhni hogi ya fir aap kisi developer se design kara sakte hai.

      Reply
  3. Bahut achha article sir thanks for sharing

    Reply
  4. sir apne bataya hai ki wp post revision 2 ya 3 bar set kar sakte ho mera sawaal hai ki ekbaar bhi revision hone na du to mera sawaal hai ki kya post revision disable karne par koi problem to nhi ayegi jaise ki post likhne par jab post draft ho jaye half uske baad firse half post likhunga to pahli half post delite to nhi ho jayegi cpanel data se ydi hum revison hide karte hai tab

    Reply
    • Kar sakte ho no problem.

      Reply
  5. sir meri website me jab post ya page likhta hun tho visual editor par na tho kuch likhai aa raha Hai or nahi kuch show ho raha hai. jabki text me coding to ho rahi hai. but jab mouse ko visual par le jata hun tho waha par kisi bhi prakar se click nahi ho pa rah hai. please help me

    Reply
    • Post editor open karo or Shift+Alt+Z button press kare toolbar toggle open karo.

      Reply
  6. धन्यबाद Jume din khan ji जो आपने इतना अच्छा पोस्ट किया हमे इसकी काफी दिनों से जरूरत थी

    Reply
  7. Hello jab mai wordpress ke post me photo ad karta hu to HTTP error batata hai kiya karu. aur maine jo page banaya hai apne website me privacy policy ya disclimar to page mobile me open nahi hota hai sirf heading aata hai aur article nahi aata hai please mere dono question ka jawab dijiye mai abhi wordpress par naya hu

    Reply
  8. Sir Ad injecton plugin setting me Jaha par ham Top,bottom, randam me code past karthe he waha 10 Ad Ka option hota hai kyo 10 jagah Ad past karna hotha hai. Agar hotha hai. Tho Sabhi jagah Aek hi code past hotha hai ya Alag alag

    Reply
    • Nahi ek hi jagah karna hai. Wo isiliye hai taki aap ek place par alag alag time me alag alag ad dikha sako.

      Reply
  9. Kya mobile se kr skte hai

    Reply
    • Why not.

      Reply
  10. आपकी इस जानकारी के लिए बहुत बहुत शुक्रिया आप ऐसे ही हमें इनफार्मेशन प्रोवाइडकर करते हैं उसके लिए आपका बहुत-बहुत थैंक यू

    Reply

Leave a Comment