"Blogspot.com domain par jaldi alexa rank show kyu nahi hoti hai." Is sawal ka jawab har wo ne blogger janna chahata hai jisne abhi abhi blogger.com par blog banaya hai or wo hindi me blogging karta hai. Agar aap bhi iska solution janna chahate hai to is post me mai aapko iske main reason ke bare me bta raha hu.
'Hello sir mujhe blog banaye huye 1 month se jyada ho gaya hai. Blog par daily 100-200 apgeviews bhi hote hai but alexa rank show nahi hoti hai. Kya aap bta sakte hai mere blog me kya kami hai." Ye messahe mujhe Gopal sharma ne send kiy atha. Gopal ke alawa bhi commenting me mujhse ye sawal kei or newbie blogger puch chuke hai.
- Blogspot User Google Webmasters Tools Kaise Use Kare
- Blogspot Blog Ka Backup Data Download Kaise Karte Hai
Maine iske liye pahle bhi ek post Alexa rank no data kyo show karti hai me btaya tha ki kaise hum new site ko sirf kuch hi dino me rank me la sakte hai. Aaj is post me aapko blogspot.com domain par alexa rank show na hone ki jankari bta raha hu.
Blogspot.com Domain Ki Alexa Rank Show Nahi Hone Ke Karan in Hindi
Actually, Blogger par ye problem blogspot.com domain ke country level redirection ki wajah se hoti hai. Aapke blog ko jis country me khola jayega. Aapka blog usi desh ke country levle domain se open hoga. jaise inida ka country level domain .in hai or USA ka .uk etc. Same ayse hi other sabhi countries ke domain alag alag hote hai. Example ke liye aap ye screenshot image dekh sakte ho.
Ab man lijiye aapke blog par daily 100 to 500 pageveiws ho rahe hai. Or aapke blog par bahut se country se traffic aata hai. So aapke blog ki alexa rank usi country ke domain par show hogi. Jaise aapke blog ko user india me open karenge to aapki site ki rank xyz.nlogspot.com par nahi xyz.blogspot.in par count hogi.
Agar aap hindi blogger hai or blogspot.com free domain use karte hai to aapko bhi ye problem huyi hogi. Aapka blog blogspot.in se hi open hoga kyuki aapke sare reader india se hi hai. Ab aapke blog par blogspot.com par alexa rank count bahut time me hogi. Jiski wajah se aapke blog ki rank show hone me bahut time lag sakta hai.
Country level domain se blog ke open hone se aapke blog par blogspot.com domain ki ranking increasing me 50% lose hoga or aapka blog blogspot.com par kabhi bhi high ranking me nahi aa sakega. Mai iski garante nahi deta but isme bahut jyada time lag sakta hai. Ye bilkul wesa hi hoga jaise aap sabhi logo ko apne sath le kar chal rahe ho.
Is porblem ke aapke pas 2 solution hai. First aap custom domain use karo ya fir aap country level domain ko ban karo.
- Off Country Level Domain: Blogspot.com domain par alexa rank show karne ka ek solution hai ki aap country level domain ko off kar do. Jisse aapka blog proper blogspot.com se hi open hoga. Iski jankari ke liye aap Blogspot Country Specific Redirect URL Ko Kaise Band Kare post padhiye. Isme btayi trick ko follow karke aap apne blogspot.com domain ki rank increase kar sakte ho.
- Custom Domain: Mai aapko highly suggest karunga ki aap custom domain use kare. Isse na sirf aapki site ki rank increase hogi. Balki isse aapko or bhi bahut sare fayde honge. Iske or faydo ke bare me janne ke liye Blogspot Blog Ke Liye Custom Domain Name Kyu Jaruri Hota Hai post padhiye.
Finally, Agar aap apni site ko jaldi rank me lana chahate ho to original content share karo. Jisse aapki site par bahut jaldi traffic badhega or site bahut jaldi rank me aa jayegi. Or agar aap dusre ke likhe topic par post karoge to simple hai aapki site ko search me aane me bahut time lagega. Kyuki jo pahle se aapki share ki gayi information ke bare me jante hai wo aapki post padhna pasand nahi karenge.
- Blog Me Blogspot.com Ko Hata Kar Apni Pasand Ka Domain kaise Use Karte Hai
- Blogspot Blog Ka Email Address (Log in ID) Kaise Change Kare
Ummid karta hu is post ko padhne ke bad aapki blogspot.com par alexa rank show na hone ki problem solve ho jayegi. So plz is post ko social media par share jarur kare.
Maine domain set kar liya hai ab Alexa rank bhi show hota hai. Lekin links kitna hai wohi nahi show hota hai.
Links tabhi sohw ohga jab koi aapki site ka link apne blog me add karega or us par click karke koi aapki site par aayega.
Spot on with this write-up, I seriously think this web site needs far
more attention. I'll probably be back again to read more, thanks for the
info!
Jumme din bhai Alexa ranking kaisr increse kare
Ye posr padho Website Alexa Rank Increase Karne Ke 10 Best Tarike
Sir ad injection use kaise krte hai iss pr bhi ek post kr dijiye mujhe google ads ad injection ke dwara nhi lagane aa rhe h plzzz meri help kijiye sirr..
Is par maine already post ki hai ye link open karo http://www.supportmeindia.com/how-to-use-ad-injection-plugin-on-wordpress
मै 10 दिन पहले अपना हिंदी वाला ब्लॉग बनाया और आज उसका Alexa 20 लाख के करीब है मैं फिलहाल मेहनत भी नहीं किया जाएदा !
Bro aapko maine name se comment karne ke liye kaha tha but aap shayad kisi ki nahi mate ho. Aapki janakri ke liye bta du ki jab maine mozedia.com ko banaya tha to uski 10 din me only 5 lakh ranking thi. So plz ye mat socho ki aap sabse jyada smart ho.
sir jab se jetpack intall kiya hai tab se Internal Server Error aa raha hai kasie hatuo iss ko bata denge plz
Aap new ho mai aapko step btaunga to follow nahi kar paoge. Hosting care me call karo wo aapki help karenge.
sir mere primary domain main jetpack actived ho gaya mager other mein yeh bata raha ''Plugin could not be activated because it triggered a fatal error'''
Warning: require_once(/home/titanp7h/public_html/Titanictech.com/wp-content/plugins/jetpack/class.jetpack-network.php): failed to open stream: No such file or directory in /home/titanp7h/public_html/Titanictech.com/wp-content/plugins/jetpack/jetpack.php on line 48
Fatal error: require_once(): Failed opening required '/home/titanp7h/public_html/Titanictech.com/wp-content/plugins/jetpack/class.jetpack-network.php' (include_path='.:/opt/alt/php54/usr/share/pear:/opt/alt/php54/usr/share/php') in /home/titanp7h/public_html/Titanictech.com/wp-content/plugins/jetpack/jetpack.php on line 48
kiya matlb hai iska aap kuch bata saktey hai
Aap apne hosting cpanl me ja kar jetpack plugin ko delete karo follow this step
1. log ni your cpanel
2. select public_html
3. select your domain
4. select wp-content
5. select plugins
ab yaha par se jetpack plugin ko remove karo or fir se blog par ja kar upload karo agar nahi kar sakte t ohosting care me call karo wo aapki help karenge.
sir mari photo comments mai kayu show nahi hoti ager mai aap ke blog par Comment karu to mari photo dikhani un ko kaise dikaye..
Aap gravatar par apni photo upload karo ye post padho Gravatar Kya Hai or Gravatar Par Account Kaise Banate Hai
par bhai mera blog blogger.com par hai to kaya mai is ka use kar sakta hu..
Ha kar sakte ho.
yee problem mujhe bhee aayi thee jab maine apna blog alexa par register karwaya thaa, lekin kuch dino baad apna aap hi theek ho gya , jahatak mera experience hai, apne browser mai alexa addon jarror install kare. thank for your artical.
thank u so much mujhe apke blog ki backlink mil gayi so sgain thank u very much