Blog Kya Hai? Blogger Kya Hai? Blogging Kya Hai? Full Gudie in Hindi

What is a blog? what is blogging? what is a blogger? Ye three question un sabhi users ke liye important hai jinhe pahli bar blogging ke bare me pata chala ho. Kya aapko wo time yaad hai jab aapne first time “Blog” word ke bare me suna tha or us time aapki iske bare me original thoughts kya thi or aapka respond kya tha? Chaliye jante hai iske bare me kuch jaruri bate.

What is a Blog, Blogger and Blogging?

I know, abhi aap blog se familier ho or blog, blogger and blogging ke bare me sabkuch jante ho. But ek din tha jab aapko iske bare me bilkul bhi information nahi thi. I mean sabhi ki tarah aapke liye bhi ye alien word raha hoga or dheere dheere aa piske bare me sabkuch jan gaye.

But aaj bhi bahut sare peoples blog ke bare me kuch bhi nahi jante or unke pas iske bare me koi idea nahi hota. Jis tarah se aap abhi blog, blogger or blogging ke bare me jante ho wo bhi isi tarah ise janna chahate hai.

Neat, right? In any case, mujhe lagta hain ki blog, blogger and blogging ek ek person ke kisi field me writing karne ki process or usse hone wale benefit ko kahte hai. Let us know, jante hai ki aakhir ye blog, blogger and blogging hai kya or isse hume kya fayda hai.

Blogging Kya Hai? Blog Kya Hai or Blogger Kya Hai in Hindi

Yaha par main aapko in 3 question ke bare me details se btaunga. I sure is post ko padhne ke bad aapko blog, blogger or blogging ke bare me sabkuch samajh aa jayega.

Agar aap google me “what is blog” keyword search karoge to aapko lagbhag 2 to 3 million results milenge or sabhi me blog ka different definition kiya gaya hai. But main yaha aapko iske bare me simple paribhasha bta raha hu.

  1. A blog word originally “weblog” ya “web log” word seliya gaya hai.
  2. Aap ise online journal or diary write karna kah sakte hai.
  3. Blog ek aesi website or web page hai jis par regular posts update kiye jate hai. Ise ek individual ya ek small group manage karta hai. Ye blog in logo ki informal or conversational par likha hota hai.
  4. In simple language, blog par likhne wale ko blogger or uske work ko blogging kahte hai.
  5. Ek or bhasha me blog par blogger ke dwara new material add karna hi iski original paribhasha hai.
  6. Blog website ka ek part ya type hai jis par posts or entries ko ek karm me rakha jata hai.

Ek journalist ki tarah blogger blog par bahut sari information likh sakta hai. Iske liye wo apna koi field bhi choose kar sakta hai. I mean mostly blogger kisi ek topic par writing karte hai.

  1. Bilkul journal or diary ki tarah blog ke home page par recent update show ki jati hai.
  2. Blog par responsive dene ke liye commenting area enable hota hai.
  3. Blog par pervious post or archive ki history add hoti hai.
  4. Mostly blog kisi ek ya bahut kam authors ke dwara manage kiya jata hai.

Pahle single users admin wale blog jyada hote the but ab blogging me multiple features ne jagah le li hai or ek blog par hi bahtu sare writers work karte hai. Iske liye blog ka main admin unhe writing ke liye pay bhi karta hai. Like guest posting iska sabse bada example hai.

  1. Blog par content ka aesa collection hota hai jo media, audio, video and other source se le kar logo ke liye ek alag se community bana kar publish kiya jata hai.
  2. Blog start karna bahut hi easy hai or aap sirf thodi si jankari ke sath blogging ki shuruat kar sakte ho.
  3. Aap apni pasand se kisi bhi topics par blog bana sakte ho.
  4. Blog sabkuch bhi ho sakta hai or kuch bhi nahi ho sakta hai.
  5. Blog ek aesa tool hai jis par aap apne readers ke liye unke liye jaruri or usweful jankari share karte hai.

Blog par aap logo ke sath jude rah sakte hai or un tak apni bat pahucha kar online business bhi kar sakte hai. Mera matlab blog se aap itna sara paisa kama sakte hai ki aap soch bhi nahi sakte. Is sab ke bare me main already articles likh chuka hu. Ye post padhe Blog Se Paise Kaise Kamaye, Paise Kamane Ke 5 Popular Tarike.

1. Blog Kya Hai? ब्लॉग क्या हैं?

Blog ek aesi website or web page hai jis par koi person apne thoughts share karta hai or apne ideas se readers ko kisi subject par good information de kar unki help karta hai.

Simple bhasha me blog ek book likhne ki tarah hai bas fark itna hai ki books offline pages par likhi jati hai or blog online pages like WordPress, blogspot and other platform par likhe jate hai.

2. Blogger Kya Hai? ब्लॉगर क्या हैं?

Blog par jo person posts likhta hai, jo blog ko manage karta hai and jo blog ko start karta hai use blogger kahte hai. Examples, jab aap kisi blogging platform par apna koi bhi blog banaoge to aapko blogger kaha jayega ya fir kisi topic par blog likhne wala blogger hota hai.

3. Blogging Kya Hai? ब्लॉग्गिंग क्या हैं?

Bahut hi simple hai blogger apne blog par jo posts likhta hai, apne blog ko manage karta hai, blog posts par comment ka reply karta hai. Yani wo blog par jo kuch karta hai uska wo kaam blogging kaha jata hai.

I mean blogger ke dwara blog par kiya gaya work blogging kaha jata hai. Like jis tarah bike chalane ko driving kahte hai usi tarah blog chalane ko blogging kahte hai.

Finally, kisi person ke kisi topics par online web pages par writing karne ko blogging kahte hai. Isme us person ko blogger or uske web pages ko blog and uske work ko blogging mana jata hai.

Agar abhi bhi aapko kam lagta hai to aap humari blogging category se related articles read kare or kuch day humse connect rahe. I sure aapko thode dino me hi blogging ke bare me sabkuch pata chal jayega.

Avatar for Jumedeen Khan

by: Jumedeen Khan

मैं इस ब्लॉग का संस्थापक और एक पेशेवर ब्लॉगर हूं। यहाँ पर मैं नियमित रूप से अपने पाठकों के लिए उपयोगी और मददगार जानकारी शेयर करता हूं। ❤️

Comments ( 102 )

  1. Bahut badhiya keep it up

    Reply
  2. acha likha hai apane helpful

    Reply
  3. sukriya sir ji this article valuable for me

    Reply
  4. Hi,

    Blogger par m ek simple html page banan chata hu. Jisme header, footer, sidebar, etc. kuch bhi na ho….
    Bas jo m html page par likhu whi ho…
    Ye m kaise kar sakta hu?

    Reply
    • Iske liye aap website banao blogger par extra funtions ki coding to hogi hi.

      Reply
      • Kya m wo extra functioning ki coding ko remove kar sakta hu?

        Reply
        • Yes kar sakte ho.

          Reply
  5. Very nice article sir ji, pa Mera ek question Hai Kai jaani maani websites apna ek blog section bhi banti Hai par work blog kyun banati hai?

    Reply
    • Apni business site ki ranking improve karne ke liye.

      Reply
  6. Sir mai blog k raha hu bt samajh me nahi ata hai ki isme paisa kaha se milta hai kya kare bhai aur bhai google par kaise dikhai dega mera blogging

    Reply
  7. Very Nice Post Sir Ji Thanks For Sharing

    Reply
  8. Sir bahut accha article mujhe bahut kuch sikhne ko mila. Aap aise article dalte raha karo sir.
    Keep it up sir.

    Reply
  9. Bhaut hi achha article hai.aapne bhut achhe se desscribe kiya hai

    Reply
  10. Nice sir great discussion about blog I understand easily Blogger and blog

    Reply

Leave a Comment