Blog Kya Hai? Blogger Kya Hai? Blogging Kya Hai? Full Gudie in Hindi

What is a blog? what is blogging? what is a blogger? Ye three question un sabhi users ke liye important hai jinhe pahli bar blogging ke bare me pata chala ho. Kya aapko wo time yaad hai jab aapne first time “Blog” word ke bare me suna tha or us time aapki iske bare me original thoughts kya thi or aapka respond kya tha? Chaliye jante hai iske bare me kuch jaruri bate.

What is a Blog, Blogger and Blogging?

I know, abhi aap blog se familier ho or blog, blogger and blogging ke bare me sabkuch jante ho. But ek din tha jab aapko iske bare me bilkul bhi information nahi thi. I mean sabhi ki tarah aapke liye bhi ye alien word raha hoga or dheere dheere aa piske bare me sabkuch jan gaye.

But aaj bhi bahut sare peoples blog ke bare me kuch bhi nahi jante or unke pas iske bare me koi idea nahi hota. Jis tarah se aap abhi blog, blogger or blogging ke bare me jante ho wo bhi isi tarah ise janna chahate hai.

Neat, right? In any case, mujhe lagta hain ki blog, blogger and blogging ek ek person ke kisi field me writing karne ki process or usse hone wale benefit ko kahte hai. Let us know, jante hai ki aakhir ye blog, blogger and blogging hai kya or isse hume kya fayda hai.

Blogging Kya Hai? Blog Kya Hai or Blogger Kya Hai in Hindi

Yaha par main aapko in 3 question ke bare me details se btaunga. I sure is post ko padhne ke bad aapko blog, blogger or blogging ke bare me sabkuch samajh aa jayega.

Agar aap google me “what is blog” keyword search karoge to aapko lagbhag 2 to 3 million results milenge or sabhi me blog ka different definition kiya gaya hai. But main yaha aapko iske bare me simple paribhasha bta raha hu.

  1. A blog word originally “weblog” ya “web log” word seliya gaya hai.
  2. Aap ise online journal or diary write karna kah sakte hai.
  3. Blog ek aesi website or web page hai jis par regular posts update kiye jate hai. Ise ek individual ya ek small group manage karta hai. Ye blog in logo ki informal or conversational par likha hota hai.
  4. In simple language, blog par likhne wale ko blogger or uske work ko blogging kahte hai.
  5. Ek or bhasha me blog par blogger ke dwara new material add karna hi iski original paribhasha hai.
  6. Blog website ka ek part ya type hai jis par posts or entries ko ek karm me rakha jata hai.

Ek journalist ki tarah blogger blog par bahut sari information likh sakta hai. Iske liye wo apna koi field bhi choose kar sakta hai. I mean mostly blogger kisi ek topic par writing karte hai.

  1. Bilkul journal or diary ki tarah blog ke home page par recent update show ki jati hai.
  2. Blog par responsive dene ke liye commenting area enable hota hai.
  3. Blog par pervious post or archive ki history add hoti hai.
  4. Mostly blog kisi ek ya bahut kam authors ke dwara manage kiya jata hai.

Pahle single users admin wale blog jyada hote the but ab blogging me multiple features ne jagah le li hai or ek blog par hi bahtu sare writers work karte hai. Iske liye blog ka main admin unhe writing ke liye pay bhi karta hai. Like guest posting iska sabse bada example hai.

  1. Blog par content ka aesa collection hota hai jo media, audio, video and other source se le kar logo ke liye ek alag se community bana kar publish kiya jata hai.
  2. Blog start karna bahut hi easy hai or aap sirf thodi si jankari ke sath blogging ki shuruat kar sakte ho.
  3. Aap apni pasand se kisi bhi topics par blog bana sakte ho.
  4. Blog sabkuch bhi ho sakta hai or kuch bhi nahi ho sakta hai.
  5. Blog ek aesa tool hai jis par aap apne readers ke liye unke liye jaruri or usweful jankari share karte hai.

Blog par aap logo ke sath jude rah sakte hai or un tak apni bat pahucha kar online business bhi kar sakte hai. Mera matlab blog se aap itna sara paisa kama sakte hai ki aap soch bhi nahi sakte. Is sab ke bare me main already articles likh chuka hu. Ye post padhe Blog Se Paise Kaise Kamaye, Paise Kamane Ke 5 Popular Tarike.

1. Blog Kya Hai? ब्लॉग क्या हैं?

Blog ek aesi website or web page hai jis par koi person apne thoughts share karta hai or apne ideas se readers ko kisi subject par good information de kar unki help karta hai.

Simple bhasha me blog ek book likhne ki tarah hai bas fark itna hai ki books offline pages par likhi jati hai or blog online pages like WordPress, blogspot and other platform par likhe jate hai.

2. Blogger Kya Hai? ब्लॉगर क्या हैं?

Blog par jo person posts likhta hai, jo blog ko manage karta hai and jo blog ko start karta hai use blogger kahte hai. Examples, jab aap kisi blogging platform par apna koi bhi blog banaoge to aapko blogger kaha jayega ya fir kisi topic par blog likhne wala blogger hota hai.

3. Blogging Kya Hai? ब्लॉग्गिंग क्या हैं?

Bahut hi simple hai blogger apne blog par jo posts likhta hai, apne blog ko manage karta hai, blog posts par comment ka reply karta hai. Yani wo blog par jo kuch karta hai uska wo kaam blogging kaha jata hai.

I mean blogger ke dwara blog par kiya gaya work blogging kaha jata hai. Like jis tarah bike chalane ko driving kahte hai usi tarah blog chalane ko blogging kahte hai.

Finally, kisi person ke kisi topics par online web pages par writing karne ko blogging kahte hai. Isme us person ko blogger or uske web pages ko blog and uske work ko blogging mana jata hai.

Agar abhi bhi aapko kam lagta hai to aap humari blogging category se related articles read kare or kuch day humse connect rahe. I sure aapko thode dino me hi blogging ke bare me sabkuch pata chal jayega.

Avatar for Jumedeen Khan

by: Jumedeen Khan

मैं इस ब्लॉग का संस्थापक और एक पेशेवर ब्लॉगर हूं। यहाँ पर मैं नियमित रूप से अपने पाठकों के लिए उपयोगी और मददगार जानकारी शेयर करता हूं। ❤️

Comments ( 102 )

  1. Maine aapk guest policy ko read kiya. Mujhe lagata hai aap mujhe mere topics k guest post karne ki permission nhi hai. Am i right?bro.

    Reply
    • its your feeling.

      Reply
  2. Jume Deen bhi apko salam. Apko jabbi may koi help manga ap humko help kia. Humko ummed hey ki ap mere is problem se nikalne me bi madat karogi.

    Jume deen bhi may kuch din pehele lagvag 6 month pehele ek YouTube channel banaya tha. Badmey AdSense me sing up kia o aproved vi ho gaye the. Per kuch din bad mey us gmail id ko delete ker diya. 2 month ke bad mey jab AdSense me sign in hone gaye tab ho nahi paye. Keuki may to google account delete ker diya.

    Ab me dusara gmail id banake AdSense ke liye 2 month se bloggin ker rahi hu. 23 post kiya sab post 800 Word pe he. Top level domain vi liye 2mont ho gaye. Daily pageview 200 ke uper. But may jab AdSense apply kiye 1day ke bad AdSense se mail aya. Mere AdSense ke id matching hote. Jo gmail id may 2month pehele delete ker diya tha us id me mere id he aisa mail. May bahut kaushis kiya delete wala mail recover karne ke liye. But nahi hua.keuki 1month se jada time ho gaye isliye.

    Jume deen bhi mey avi bahut tension mey hu. Keuki humko 1 sal se jada time is AdSense ke piche vagte hue. Lekin AdSense avitak fully aproved nahi hua. Bahut mehnat kia.

    Ap humko e batao kaise mey apne name pe AdSense khulu. Pehele wala AdSense delete kaise karu? Koi solation hey??

    Pehele wala jo google account 2month pehele me delete kar diya. Us AdSense kaise disabled karu?

    Pls koi solation batao. May apke answer ke liye intezer kar rahi hu.

    Reply
    • Iska bahut ismple sa solution hai bas aapko samajh aa jaye. aap apne name se hi AdSense account banao but dusri gmail id se or usme address dusra dalo ho jayega.

      Reply
      • Sir may do gmail se try kia but sabme matching ho jati address bhi dusara dala aisa keu hoti?

        Reply
        • Nahi hoga aap address change karke apply karo. Try now.

          Reply
  3. Bro, This is Very Useful Post for Beginners, I make a New WordPress site Let this check please and give me a Suggestion what to do more on this : www.hindigator.com

    Reply
    • there are no any suggestion for you. your blog already smart.

      Reply
  4. Bhai plz jara search kar ke bataye.
    muje ek aisa template chahiye jo bilkul simple ho or me ek hi post ko pure homepage par dikhana chahta hu blogger par maine ek post dikhne wala system lagu bhi kar diya hai fir bhi read more aa raha hai.

    Reply
    • Aap bhi check kar sakte ho.

      Reply
  5. search preferences se User-agent: Mediapartners-Google
    Disallow: code ko remove kar diye bro ab automatically images index ho jayegi na.

    Reply
    • Kuch day wait karo index ho jayegi.

      Reply
  6. I Fell Happy When I Visit “Support Me India”

    Thanks Khan Saab Ji…

    Reply
    • Welcome anju

      Reply
  7. bhai ji hume jaise koi page duwanload karna ho jaise aap image ki tarah samjhate mai jo page download karta hu wah kewal pdf me download hota hai jisme sari image hata rahta hai aur ward hi rahta hai

    Reply
    • Aap us page ka print le sakte ho.

      Reply
  8. Bhai mere an qustion hair

    Mera AdSenses account disapproved show ho RHA hair.

    Mene jaldibaji me adsens ke liye apply kr to liya RHA lakin mene ak do din bad me apne blog ka neme change kr liya .to yah is karn se disaproiv bta rah hair.

    Mene apne blog ka neme change karke aply karne par alrady gmail
    Use batata hair

    Me aapse bhut ashhha hair ki mujhe jaldi se jaldi and. De

    Please

    Reply
    • Aapko new blog ke liye dusri gmail id se AdSense ke liye apply karna hoga. use aap sirf usi blog par use kar sakte ho ya fir aap domain le kar us AdSense account me add karo or dusre blog par ads lagao.

      Reply
  9. Very eye-catching information Bhai .
    Mujhe bhi blog ka pata newspaper se hi laga tha aur Maine uske bare me aur jyada apki website se hi Jana hai. Aaj bhi bahut sare log blog kya hai wo nahi jaante.
    Bahut hi simple word m apne blog ka bahut sahi definition diya hai Bhai
    Thank you brother.

    Reply
    • welcome ravi.

      Reply
  10. Bro…. mai blogger platform par hoon and maine just check kiya robot.txt se images block ya hide nahi hai infact har post me bhi robot.txt ko dekha kisi me images hide nahi hai. Ab waiting ke alawa aur koi jariya hai jisse mai images index kar saku

    Reply
    • Aap robots.txt file me se
      User-agent: Mediapartners-Google
      Disallow:

      code kio hata do.

      Reply

Leave a Comment