Invalid Click Activity Ki Google Adsense Team Ko Report Kaise Kare

Google Adsense users ko sabse badi problem tab hoti hai jab google unke adsesne account ko invalid click activity ya other reason se disable kar deta hai. Aese me agar aapki earning ka main source google AdSense hai to aap par iska bahut jyada bad effect padega or kuch log to AdSense ke banned karne ke bad blogging tak chord dete hai.

Report to google team of invalid click activity

Actually, google invalid clicks ki responsivbility bilkul nahi leta hai or kisi bhi third party ke aapke AdSense ads par invalid clicks karne par aapke AdSense account ko disable ya permanently suspend kar sakta hai.

But fir bhi 1% changes hote hai ki google aapko AdSense ke liye fir se allow kar de or aapke banned, disable and suspended AdSense account ko fir se authority mil jaye. Iske liye aap google ko invalid click activity ki report send kar sakte hai.

What I Do After Invalid Click Activity on My Adsense Ads in Hindi

Google ne iske liye specially ek form banaya hai. Jis par aap invalid click activity ke bare me google team ko bta sakte ho. Shayad aap lucky rahe to aapka AdSense account fir se enable ho sakta hai.

Invalid Clicks Contact Form:

Sabse pahle aap adsense Invalid Clicks Contact Form par jaye or ye step follow karke google team ko invalid clicks ki report send kare.

  1. Apna name add kare.
  2. Apna email address add kare.
  3. apni AdSense user ID add kare. (Name, email bhi wohi hone chahiye jisse aapka AdSense account ho.
  4. Us site ya blog ka link jis par invalid click huye hai ya ho rahe hai.
  5. invalid click hone ki date or times.
  6. Aapko kaise lagta hai ki invalid clicks huye hai. Iske bare me kuch lines likhe.
  7. Aapke ads par jaha se bad traffic aa raha hai uska IP address, referrals links ya jo bhi ho yaha mention kare.
  8. Finally, Submit par click are.

Invalid Clicks Contact Form

Aapke report send karne ke kuch time bad 2-3 ke something aapko google ko reply mil jayega. Yaad rahe haruri nahi hai ki aapko fir se AdSense use karne ki permission mil jayegi.

Halanki google ye helping service provide karta hain but isme bhi aapko positive result milne ke bahut kam changes hai. Google ne contact form me sabse upar clear likha hua hai ki aap sirf hume report send kar sakte ho baki invalid click activity ki responsibility aapki hi hogi.

Agar google team ko aapke AdSense account me koi bhi issue milta hai to wo aapko mail reply nahi karenge. By the way, ye post achhi lage to ise social media par share jarur kare.

Avatar for Jumedeen Khan

by: Jumedeen Khan

मैं इस ब्लॉग का संस्थापक और एक पेशेवर ब्लॉगर हूं। यहाँ पर मैं नियमित रूप से अपने पाठकों के लिए उपयोगी और मददगार जानकारी शेयर करता हूं। ❤️

Comments ( 53 )

  1. New Font ,
    Good sir

    Reply
  2. Bro mere post ki link aesi Kyu as Rahi he
    ruyamee.in/%e0%a4%85%e0%a4%aa%e0%a4%a8%e0%a5%87-%e0%a4%ac%e0%a5%88%e0%a4%82%e0%a4%95-
    Aesi link ko kese subhare

    Reply
    • kyuki aap hindi font link me use kar rahe ho.

      Reply
      • 1) Thanks bro Kya is link ka koi solution he
        2) मुझे आपकी एक ओर हेल्प चाहिए मैंने अपने ब्लॉग की एक इमेज affiliate link लगाई है मैंने उस इमेज का html कोड लेने के लिए ब्लॉग की मदद ली थी मेरे कहने का मतलब यह है कि मैंने पहले अपने ब्लॉग में इमेज को अपलोड किया और फिर उसके html मोड में जाकर उसका html कोड ले लिया लेकिन प्रॉब्लम यह आ रही है कि वह इमेज का लीजट ( झांखीं) बीगड जाता है मुझे वह इमेज सो प्रतिशत लीजट में चाहिए तो इसके लिए मैं क्या करूं अगर आप चाहें तो मेरे ब्लॉग के साइड बार में जाकर देख सकते है आपको समझ आ जाएगा

        Reply
        • 1. aap english font me link set kiya karo.
          2. image ki css coding me clear: both; code add karo.

          Reply
  3. great information about AdSense policies.

    Reply
  4. Sir,kal or aaj maine mera or dusre 2-3 blog ki Alexa rank or speed apne Alexa chrome extension me check ki to vah pehle ke mukable down ho gai he Alexa rank bhi or speed bhi,sir aisa kis vajah se huaa hoga?

    Reply
    • Asween har site ki rank daily kam ya jyada hoti hai. Alexa rank aapke content ki quality par depend karta hai. Agar aap badhiya jankari share nahi karoge to alexa ran kbadh jayegi.

      Reply
  5. Hello bhai,
    Maine apne website ka kuchh colour change karna chahta hu kaise karu.

    Jaise red colour hai mai usko black me change karna chahta hu.

    Aur website ke background ka colour bhi change karna chahta hu.

    Help me bro.

    Reply
    • CSS coding se kar sakte ho.

      Reply
      • Mujhe css coding ke baare me kuchh bhi knowledge nhi hai

        Reply
        • online bahut si sites par iske bare me btaya gaya hai unse sikh sakte ho.

          Reply
  6. Sir aapne invalid click activity ke baareme bhut hi badhiya jankari di lekin kyaa ise rokne kaa koi upay he? jisse humare blog ko yah problem hogi hi nhi.

    Reply
    • Hai na AdSense placement sahi se karo.

      Reply
  7. bahut badiya information hai jumedeen bhai!
    mene new blog create kiya hai ek baar jarur dekh lijiye.

    Reply
    • Beautiful blog.

      Reply
  8. Aap apne blog me jo post likhte hai vo life time logo ke kaam ati hai , Lekin mera blog job vacancy ki information dene vala blog hai jisme job ke apply karne ki date nikal jane ke bad vo post kisi kaam ki nahi hoti to esi post ka mai kya karu ?
    kya mujhe esi post ko delete karna chahiye ?
    ya blog home page par redirect kar du kyoki google search me vo post show hoti rahegi.
    [ Please search engine, seo, or blog ki reputation ko dhyan me rakhkar answer dijiye. ]

    Reply
    • Aapko mostly old posts se jyada new posts par dhyan dena chahiye. Aap pahle se jante ho ki aapki old posts koi kaam ki nahi hai to aap sirf new or ajruri jankari share karo. Usi se traffic manage kar sakte ho.

      Reply
  9. i send you post about bluehost affiliate please check mail and reply me.

    Reply
    • ok main jaldi hi aapko reply kar dunga.

      Reply
  10. Aaj Se 5 Days pahle maine aapko Ek Guest Post bheji hai, But Aapne bataya Ham Dekhke Reply karenge, Aur Avi Tak aapka message Nahi aaya, Kya Problem hai jaldi bataye plz

    Reply
    • Maine aapko reply kiya tha ki aapki post guest policy follow nahi karti.

      Reply

Leave a Comment