Search Engine Se Adhik Traffic Nahi Mil Raha, Iski Wajah Kya Hai

Search engines traffic website, blog ke liye kitna important hota hai, ye bat sab jante hai. agar aap blogging me fit ho or 20-50 high quality article likh chuke ho to aapki site ki monthly traffic 1,00,000+ pageviews hogi becoz aapke pas 50 posts 100+ post hai. agar nahi bhi ho to jarur aapse koi galti ho rahi hai.  don’t worry aapko tention karne ki jarurat nahi hai. mai aapko bta raha hu ki kin galtiyo ki wajah se aape blog par slow traffic hai. or kya kar ke aap search engine se high traffic recieve kar sakte ho.

Why I Don't Get Traffic From Search Engines

blogging easy nahi hai isme bahut sari bato ko dhyan me rakhna padta hai tabhi aap blogging me success ho sakte ho. blogging me sabse important hota hai traffic agar aapke blog par traffic nahi hai to kuch bhi nahi hai. or traffic pane ka aasan or free tarika hai search engines.

Agar aap search engines se acha traffic recieve karte ho to aapko success blogger kahna koi aashcharya ki bat nahi hogi. but agar aapko search engines se traffic nahi milta to ye bahut buri bat hai. iska matlab aapse kahi na kahi koi mistakes ho rahi hai.

In this article me mai aapko search engines se traffic nahi milne ke kuch popular Galtiyo (mistakes) ke bare me bta raha hu. agar aap in me se koi galti kar rahe hai to jald use theek (solve) kar le.

11 Karan Search Engines Se Jyada Traffic Nahi Milne Ke

Blogging me kadam rakhne ke bad bahut se log sidhe post likhne par focus karte hai or blog SEO par dhyan nahi dete. actually ayse log apne aapko smart samajhte hai or wo sochte hai ki wo akele sab kuch kar sakte hai. it’s wrong ye bilkul galat hai.

Hum kisi kaam me success tabhi ho sakte hai jab hum us kam ko karne wale dusre logo ki help kare or unki help le. So blogging me success hone ke liye hume is bat ka khyal rakhna hai ki kahi humse koi mistakes to nahi ho rahi hai.

1. Your Site Don’t Indexed

Agar aapki website ya blog all search engines se se submit nahi hai to aapko adhik traffic nahi milega. kuch log sochte hai ki meri site to allready search result me show hoti hai fir submit karne ki kya jarurat hai.

Website ko search engine se submit karne se aapki site ki search ranking badhti hai or aapki site fast index hoti hai. jisse aapko or adhik traffic milta hai.

Examply bina submit kiye aapko jis site par search engines se 100 audience per day milte hai wohi aapko site submit karne se 500-1000 visitors per day mil sakte hai.

Apni site par high traffic pana chahate ho to abhi apni site ko google, bing, yahoo, ask and other sabhi search engines se submit kare.

2. Don’t Create Sitemap

Search engine aapki site ko aasani se index kar sake, iske liye site ke liye sitemap create karna bahut jaruri hai. wese to aapki site ko search engine wese bhi index kar leta hai.

But sitemap me aapki site ki puri data short me hoti hai. I mean aapki blog ki sabhi posts, pages ke links ki list sitemap me hoti hai. jise search engine ko index karne me problem nahi hoti hai.

Agar aap chahate hai ki aapki new post bahut jald search me aaye to abhi apni site ke liye sitemap banaye.

3. Don’t Submit Sitemap

Bahut se logo se ye galti hoti hai. actually wo site ke liye sitemap bana kar us par dhyan nahi dete hai or sitemap ko search engine se submit karna bhool jate hai.

Search engine tabhi aapki site ke sitemap ko scan karta hai jab aap usse sitemap ko submit karoge. google webmaster, bing webmaster sabme sitemap submit karne ka option hota hai. iske liye aap humari ye post pad sakte hai.

4. Don’t Use Keywords

Aksar hindi bloggers se ye mistake jyada hoti hai. new blogger ko to ye bhi pata nahi hota hai ki keyword kya hote hai or inhe blog me kaise use kiya jata hai. iski wajah se unhe search engine se adhic traffic nahi mil pata hai.

Keywords yani internet par konsa word kitna fomus hai. konsa keyword internet par sabse jyada search kiya jata hai. agar aap sabse jyada keyword ko dhyan me rakh kar post likhoge to aapko search engine se jyada traffic milega. becoz aapki post bhi un keywords ke search karne par search result me aayegi.

5. Don’t  Write High Post Content

Agar aap apne blog ko high ranking me dekhna chahate ho to aapki ek post me 2,000 words hone chahiye. but har post me itne word use nahi kar sakte to ek plan bana lo ki post me 1,000 words se kam words kabhi use na kare. warna aapko search engine se traffic n ke barabar milega.

Examply man lijiye aapne “Search Engines Se Traffic Nahi Milne Ki 11 Wajah‘ topic par post likhi or or aapki post me 500-600 words hai. ab kuch din bad kisi or ne isi topic par post likhi or uski post me 1000 words hai. uske bad kisi or ne isi topc par post likhi or uski post me 2000 words hai to aapki post 3 number par hogi.

Ab sochiye ye 1000 or 2000 words wale kitne log ho sakte hai. agar 10 bhi huye to aap bahut piche rahe jaoge. isliye apni post me kam se kam 1000 words to jarur use kare. tabhi aapko search engine se acha traffic milega.

6. Don’t Add Numeric In Post Title

Aaapne bahut se blog ki post me dekha hoga ki unki lagbhag har post me ek word nubric hota hai. I mean post name (title) me ek 1, 2, 3, 4, 5, 6, 7, 8, 9, 10, 20, 50 or 100 jaise popular number add hota hai.

Apni post ko or jyada SearchEngines (SEO) Friendly banane ki search engine ranking me yeh very important tips hai.

Har ek success blogger is tricks ko follow karta hai. aap bhi try kar sakte hai. agar jarurat ho to apni post title me ek number jarur use kare. iski adhik jankari ke liye ye post padiye.

7. Don’t Sharing on Social Network

Post likhne ke bad use social media par share nahi karna ek bahut badi galati hai. search engine social media par share ki gayi post ko bahut jaldi index karta hai. isse aapki post jaldi search me aati hai or aapko backlinks bhi milte hai.

So post publish karne ke bad use social sites par share karna na bhoole. jab aap post likhne me itna time laga sakte ho to 5 minutes nikal kar post ko share bhi kar sakte hai.

Isse aapko kei fayde hai jaise aapki post searcj engine me jaldi aayegi to aapko search engine se jyada traffic milega. sath hi jab koi social media par se aapki post par aayega to aapki site ko us social site se backlinks milega.

8. Don’t Putting Heading In Post

Psot likhte time kuch log post me words to bahut add kar dete hai. but post me subheading use nahi karte hai. subheading me aap post title se related heading add kar sakte ho.

Agar aap heading nahi kar pate ho to pos title ko hi heading bana sakte ho. isse visitors or search engine dono ko aapki post ko samajhne me aasani hoti hai.

Sabse achi bat aapki post search engine me post heading ke search karne par bhi search me aayegi. examply is post ka title hai “Search Engines Se Adhik Traffic Nahi Milne Ke 11 Karan” or is post me maine heading use ki hai “11 Karan Search Engines Se Jyada Traffic Nahi Milne Ke” to aap in dono topic se meri post ko search kar sakte ho.

9. Don’t Optimize Images

Blog post me hum jo photo ad karte hai. unhe optimize karke bhi hum apne blog ki search ranking improve kar sakte hai. post image me aapko image ka name or description add karni hoti hai. jisse search engine ko pata chalta hai ki ye image is post me kyu add ki gayi hai.

Master key ek image 2000 words ke brabar hoti hai but post me sirf wohi image use kare jiski jarurat ho. bina jarurat ke extra photo use karne se ulta search engine se kam traffic milta hai.

10. Don’t Focus Latest Update

Blog par low traffic ki wajah hoti hai blog me visitors ke pasand ki jankari nahi hona. agar aap ye soch kar post nahi likhoge ki log kya chahate hai or sabse jyada log kise pasand karte hai to koi bhi aapki site par nahi aayega.

Har koi new jankari pana chahata hai. or daily hazaro news banti hai. so most updates ko ignore nahi kare. jaise happy new year, top functions. search engine se acha traffic pane ke liye humesha logo ko nayi jankari dene ki koshish kare.

New update ko user sabse jyada search karte hai. so aapki post new featurs wali hogi to wo search engine me jarur show hogi or aapko adhik traffic milega.

11. Don’t Add Internal & External Links

Blog post ki low search ranking ki ek wajah ye bhi hai ki post me internal and external links add nahi karna. internal and external visitors or search engine dono ko aapki post me or adhik jankari milti hai.

Internal Links: internallinks wo hote hai jo aap post me apni hi dusri post ka link add karte ho. examply jaise maine is post me bhi internal links add kiye hai.

External Links: external links wo hote hai jo hum apni post me kisi or site ka link add karte hai. examply jaise hum search engines par post kar rahe hai to hum post me search engine site ka link add kar sakte hai.

Tips: Yad rahe post me internal or external links dono post se related hi use kare. tabhi aapko search engine se jyada fraffic milega. agar aap post me di gayi jankari se laga links add karoge to usse koi fayda nahi hoga.

Final Word:

Search engines se traffic nahi milne ke in reasons me se agar aap bhi kisi ko follow kar rahe hai to jald use solve kare. iske alawa or bhi bahut sare reasons hai jinki wajah se blogger searchengines se or jyada traffic recieve nahi kar pate hai. aane wale time me aapko unke bare me bhi btaunga. tab tak aap is post me btaye tips follow karke apne blog ki search ranking badhaye.

Aapko ye post kaisi lagi or aapko kitni important jankari mili hai. agar aapki ha to mujhe wishwas hai ki aap bhi is post ko share karke meri help karoge.

By the way blogging me success hone ki search engine pahli sidhi hai. agar aap ise ignore karoge to kabhi apni manzil tak nahi pahuch paoge. isliye jitna ho sake blog SEO ke bare me janakri pane ki koshish kare. or apne blog ko sear engine friendly banane ki koshish kare.

Agar aapke blog me 100 post bhi top ranking wali hogi to 1 month me aapki ranking 100000 ke aaspas hogi. or aap rato-rat success blogger ban jaoge.

Aap chahae to supprotmeindia par daily visit karke SEO ke bare me latest articles hindi me pad sakte ho. sath hi aap chahe to supprtmeindia ke member ban kar meri tarah logo ki online help bhi kar sakte ho.

Agar aapke pas is post se related question hai to aapka welcome hai dil khol kar comment kare.

Avatar for Jumedeen Khan

by: Jumedeen Khan

मैं इस ब्लॉग का संस्थापक और एक पेशेवर ब्लॉगर हूं। यहाँ पर मैं नियमित रूप से अपने पाठकों के लिए उपयोगी और मददगार जानकारी शेयर करता हूं। ❤️

Comments ( 52 )

  1. very useful post apne bahot hi importent batien batayi hai search engine ke bare me isse mujhe ache se samaj agaya ke mujhe kis tarah high quality post likhna chahiye.

    Reply
  2. Sir agar hum ek new website mein 1hi post dalte hai acha sa to sir usme traffic asakta hai kya
    Sir mera dusra question ye hai ki jab bhi hum post likhte hai to Hume keyword dalne ki jarurat hai kya ya fir sidha post likhkar publish karna hai Sir aur kuch bhi Karna padega kya post ko aur acha karne ke liye sir dono question Ka answer dena sir

    Reply
    • Ha bilkul aa sakta hai. post me keywords use karoge to aapki post google me top par show hogi orr aapko jyada traffix milega.

      Reply
  3. Maine Adsense ke liye apply kiya hai 6 din ho gaye hai koi email nahi aya. Adsense me sign in karne par ye massage show ho raha hai. “Your account is getting reviewed. Help us finish the review by setting up ads on your site” iske sath mere YouTube channel ka url diya hai.

    Maine YouTube se apply kiya hai or message a raha hai ki apne YouTube channel par ad code lagao To YouTube channel par ad code kaise laga sakte hai ?

    Reply
    • Aap sirf wait karo AdSense account approved hone ka aapko mail mil jayega. Nahi YouTube par ads lagane ki koi jarurat nahi hai.

      Reply
  4. Nice Idea,
    bahut achhi jankari di hai jumedin ji aapne upar diye gaye har ek cheej most important hai traffic ke liye
    thanks

    Reply
  5. Awesome Article Khan Saab…
    Best Wishes From Me And My Blog :-
    HinditrickBlog

    Reply
  6. sir,
    additional subheading kiya hai? aur kaise post karte hai?

    Reply
    • Jo main headline ke niche add ki jati hai unhe additional subheading kahte hai. Jaise hum kisi topic par post kar rahe hai or uske 5 part hai to wo 5 part additional subheading honge.

      Reply
  7. Bahut achi jankari h.

    Reply
  8. Ok Maine apki ye post achhe se read kar liya i will try now

    Reply
  9. Priligy official site.

    Reply
  10. Nice Post, Muje ek baat btao ki hume jyada se jyada ek post me kitni image daalni chahiye

    Reply
    • jitni post me jarurat ho. bina jarurat ke 1-2 photo se jyada add mat kiya karo.

      Reply

Leave a Comment