Supportmeindia Mentioned By Patrika News Paper at 24 December 2024

Mujhe aaj mere ek friend Vikas Narvariya ne btaya ki 24 December 2024 ko Supportmeindia.com blog ko Indore patrika newspaper me mention kiya gaya hai. Mere liye ye khushi ki bat hai or iske liye main Indore patrika newspaper team and Aryan Sharma ko specially thanks kahna chahunga.

Indore patrika mention Supportmeindia

Jab koi humare kaam ko sarahata hai t ohume or mehanat karne ki takat milti hai. Hume success bih isi se milti hai. Jab koi humare kaam ko achha btata hai to hume lagta hai ki hum achha kar rahe hai. Thans for all supportmeindia readers SMI blog par visit karne ke liye ummid karta hu aap future me bhi is blog par visit karte rahenge.

Aryan sharma and patrika team aapko bahut bahut dhanywad ki aap ne humare blog ke bare me apne newspaper me likha. Main koshish karunga ki hindi blogger ko sahi rasta dikha saku. Bilkul hum blogging se name or paisa kama sakte hai or ise apna career bih bana sakte hai.

Indore Patrika Mentioned Support Me India Blog

Proof ke liye aap ye screenshot dekh sakte ho.

Screenshot 1:

Indore patrika mention Supportmeindia.com

Screenshot 2:

Readable, Supportmeindia ke bare me kya likha gaya wo aap is screenshot me read kar sakte ho.

Indore patrika mention Supportmeindia blog

Patrika Newspaper par jane ke liye ye link open kare. Indore Patrika Mention Supportmeindia Blog. Is link ko open kar aap indore patrika par SMI ke bare me read akr sakte ho.

Agar aapko bhi SMI blog se achhi jankari milti hai to aap bhi is blog ke bare me and social media par apne friends and baki people ko jarur btaye. Kyuki is blog par share ki gayi jankar ise koi bhi easily internet se onlien paise kamane or blogging karne ke bare me sikh sakta hai. Aap bhi humari post padh sakte hai.

Thanks Patrika Team.

Avatar for Jumedeen Khan

by: Jumedeen Khan

मैं इस ब्लॉग का संस्थापक और एक पेशेवर ब्लॉगर हूं। यहाँ पर मैं नियमित रूप से अपने पाठकों के लिए उपयोगी और मददगार जानकारी शेयर करता हूं। ❤️

Comments ( 132 )

  1. very nice and informative blog for every person who want to start blogging as a career

    Reply
  2. Wao, maine Dcrazy par aapke bare mein ye baat padha tha aur tabhi se newspaper ki ek jhalak dekhna chahta tha. Lekin pata nahin kaise aapka ye post mere najar se chuk gaya!! Maine kabhi bhi SMI ke homepage par ye post nahin dekha jabki main regular new post ko check karte rahta hoon.

    Reply
  3. Nice Blog…Thanks for sharing this information

    Reply
  4. Congratulation Jume Deen Ji

    कृपया मेरे कुछ सवालो के जवाब देने का कष्ट करें

    1. क्या हम अपने blog में Google Adsense Ads के साथ कोई अन्य Ads कंपनी का Ads उसी blog पर लगा सकते है ?
    2. यदि हाँ तो blog से Earning करने के लिए कौन कौन से कंपनी के ads लगाना अच्छा रहेगा |

    3. blog के सभी पोस्ट पर adsense का Ad कैसे लगाये ? आपने इस सम्बन्ध में जो पोस्ट किये है , वह मेरे Blog में वर्क नहीं कर रहा है |

    Reply
    • 1. Yes laga sakte ho aap infolinks, adnowetc. ke ad laga sakte ho.
      2. sabse best adsense hi hai baki ki CPC bahut kam hoti hai.
      3. Step follow karne par jo error aata hai wo mujhe dikhao.

      Reply
  5. Congratulation Bhai mera ek sawal hai mere do blog hai ek blogspot par or dusra hostinger par kya me dono me same contain likh sakta hu ya mujhe dono alag alag likhne chahiye plz reply jarur karna

    Reply
    • Dono me same content nahi likh sakte black hat SEO ki problem hogi.

      Reply
  6. sir mene sitemap create kar liya use google webmaster m submit kar diya h lakin waha par pending 1 error issue dikha raha h iska kya matalb h kya sitemap submit nahi hua

    Reply
    • Us error par click karo or check karo ki wo URL work kar raha hai ya nahi. Agar nahi to use fix karo.

      Reply

Leave a Comment