50 Official Google Blogs – Useful and Helpful Websites in Hindi

Google internet par world me number one hai. Google ki bahut sari services hai or google ke bhi many blogs hai. Aaj main aapko google ke most useful and helpful 50+ official google blogs ke bare me btane ja raha hu. Is list me btaye gaye blogs par aapko har type har tarah ki information mil jayegi. Kuch naya or behtar sikhne ke liye hai kisi behtar se judna hoga or internet par google sabse behtar hai. So kyu na hum google se hi sikhe.

Official Google Blogs List

Nayi saal 2024 me first me aapko ye list isliye bta raha hu taki aapko better se better sahi jankari mile. Right information milegi to aap kam time me apne online business ko bahut aage le ja sakte ho. In blogs ko read karne ke liye main aapko highly recommended karunga. I hope aapko ye list pasand aayegi.

In sabhi blogs par new, latest, frsh, clear and unique content sahre kiya jata hai jo kisi bhi website owner or blogger ke liye most important hai. Internet par up to date rahne ke liye ye sabhi sites aapko behtar information provide karti hai.

In official google blogs me aapko Google, Google Adsense, Adwords, Technology, Tips for retailers, Optimization for newbie, AJAX search API, Affiliate Network, Analytics, Latest Updates & News, Blogspot blogger guidelines, Feedburner, Gmail, Google Maps, Social Media, Google Terms and Conditions or Policy Violation, Keyword Research, Youtube Videos and other all important information milegi.

Official Google BlogsList 2024: Kuch Naya Sikhne Ke Liye

Bas problem ye hai ki ye sabhi blog english me hai but fir jin logo ko thodi bahut english bhi aati hai to wo in blog ko read kar sakta hai.

Here is the list for most useful official google blogs:

  1. Official Google Blog: Is blog par aapko products, google culture and technology ki information milegi.
  2. Adsense Blog: Is blog par google AdSense optimizing tips, optimize for newbie AdSense publisher, new feature update etc. ki jankari milegi.
  3. Blogger Blog: Blogspot ki complete information is buzz blog par share ki jati hai. Like update, features, news etc.
  4. News Blog: Google news ka ye sabse bada official google blog hai. Is par aapko google ki har ek latest news mil jayegi.
  5. Adwords Agency Blog: Is blog par aapko adwords ki latest updates ki information milegi.
  6. Adwords API Blog: I par adwords API from google ki official source ki information milegi.
  7. Adwords Retais Tips: Awords tips for retailers.
  8. Analytics Blog: Yaha par aapko google analytics ki latest news, features, updates, tips and resources ki jankari milegi. Jo analytics team provide karti hai.
  9. Android Blog: Jo log android developing ka work karte hai ye blog unke liye hai. Is par android application develop karne, android developer banne ki jankari milegi.
  10. AJAX Search API Blog: Is par AJXA search API ke bare me jankari milegi.
  11. Google Affiliate Network Blog: Is blog par google affiliate network  advertisers and publishers ke liye product new or information share ki jati hai.
  12. Reader Blog: Is blog par google team ke dwara google reader ke liye news, tips and tricks, updates etc. content publish kiya jata hai.
  13. Gmail Blog: Is blog par aapko google team ki share ki gayi gmail tips & tricks, news etc. ke bare me content mil jayega.
  14. Security Blog: Google internet security or safety par work karta rahta hai hai. Is blog internet security ki news and insights share ki jati hai.
  15. Base Blog: Get news, tips and resource straight from the google base team.
  16. Checkout Blog: Ye blog unke liye news share karta hai jo seller google checkout ka istemal karte hai.
  17. Code Update Blog: Google code update ki puri jankari is code blog par milegi. Aap is par coding me hone wali last updates read kar sakte ho.
  18. Code Featured Projects: Ye blog google code or google featured me hone wali updates ke bare me jankari share karta hai. Google features me jo bhi changes hote hai uske bare me is blog par post ki jati hai.
  19. Custom Search Blog: Custom search engine ke bare me jo bhi news, update ki jati hai un sabhi ki jankari is blog par milti hai.
  20. CPG Blog: News and notes form google (CPG) Consumer Packaged Google.
  21. Docs Blog: Is blogpar google documents news and update ke bare me articles likhe jate hai.
  22. Enterprise Blog: Is par google search and users ke liye enterprise information share ki jati hai. Ye mostly google me searching karne wale user ke liye hai.
  23. Feedburner Blog: Ye official feedburner blog hai jis par google ki free email delivery service feedburner feed ki puri jankari share ki jati hai.
  24. Finance Blog: Is blog par google team finance ki jankari publish karti hai.
  25. Gadgets API Blog: Jo log gadgets write karne ke liye google gaget API ka istemal karte hai ye blog specially unke liye hai.
  26. Lat Long Blog: Is site par google earth and google map team ke dwara google maps ke bare me information share ki jati hai.
  27. Mac Blog: The official google blogs for Mac.
  28. Mashup Editor:  Is blog par google mashup editor ke bare me articles publish kiye jate hai. Ye mashup editor ka official source bhi hai.
  29. Mobile Blog: Is blog par google mobile team mobile views and news ke bare me post write karti hai. Mobile marketing ke bare me janne ke liye ye best blog hai.
  30. Notebook Blog: Is blog par google notebook ke bare me news and update ke articles publish kiye jate hai.
  31. Open Source Blog: Is blog par google’s open source projects and programs ki jankari share ki jati hai.
  32. Orkut Blog: Orkut staying beautiful guide ka ye official blog hai. Is par aapko orkut ki complete information milegi.
  33. Orkut Developer Blog: Ye blog mostly un logo ke liye hai jo orku platform changes, events and APIs ke bare me sikhna chahate hai.
  34. Google Online Security Blog: Google online security ke bare me is blog par latest news update ki jati hai.
  35. Public Policy Blog: Is blog par government and politics policy ke bare me likha jata hai. Aap is par govt policy dekh sakte ho.
  36. Research Blog: Google par pubic research karne ke liy ye blog top hai. Aap is par google ke bare me researching kar sakte ho.
  37. Student Blog: ye blog mostly students ke liye hai jis par students ke liye specially jaruri news and updates share ki jati hai.
  38. Talk About Google: A blog about voice, IM and open communications with google TALK.
  39. Google Media Ads Blog: Is blog par traditional media ads TV, Print and Audio ads ke bare me jankari share ki jati hai.
  40. Video Blog: Is blog par celeberating and many contributors work arte hai or video program ke bare me information content or video sahre karte hai.
  41. Webmaster Central Blog: Is blog par google webmaster tools ke bare me infomation share ki jati hai. Aap is par search console ki sites crawling and indexing ke bare me latest news and update read kar sakte hai.
  42. Website Optimizer Blog: Is blog ko website or blog ko optimize kar speed up karne or site ko up to date banane ki jankari share ki jati hai.
  43. Youtube Blog: Is blog par YouTube ke bare me jankari share ki jati hai. Youtube latest features and happenings ka ye official blog hai.
  44. Youtube API Blog: Ye blog YouTube API use karne wale developers ke liye hai.
  45. Web Toolkit Blog: Ye blog open source java software development framework and AJAX application developer ke liye hai.
  46. Picasa Blog: Is blog par google team picasa ki jankari share karti hai. Aap is par picasa ke bare me sabkuch sikh sakte ho.
  47. Grants Blog: Ye blog google grants news and update ki information share karne ke liye banaya gaya hai.
  48. Testing Blog: Google koi bhi feature change karne ya koi bhi update karne par test karta hai. Is par testing infomation share ki jati hai.
  49. SketchUp Blog: Is blog par aapko news, update or sketchUp folks ke bare me complete information mil jayegi.
  50. Google Fonts Tool: Ye official google blogs me se nahi hai but bahut jaruri or impotant hai. Ye google font tool hai jis par aap sabhi tarah ke google font ki information milegi. Iski help se aap apni site ke liye best font style choose kar sakte ho. Is par aapko sabhi font family ki HTML, CSS and javascript coding mil jayegi.

Inke alawa Google Play Store, Country level blog, Country language blog jaise or bhi bahut sare official google blogs hai. Jin par hum internet ke bare me bahut kuch right and brand information pa sakte hai.

I hope aapko ye official google blogs list pasand aayegi or aapko in blogs ke bare me jan kar ab latest news and update ki jankari milne lagegi. Wese bhi sabhi yahi chahate hai ki unhe internet ke bare me latest information pata chale taki wo up to date rah sake.

Main aap sabhi ko suggest karunga ki aap in website or blogs ka istemal karur kare. I sure aapko in par internet ke bare me bahut kuch naya or latest sikhne ko milega. Jisse aap pahle se jyada updated rah sakoge.

Agar aapko official google blogs ka ye article pasand aaye to ise social media par apne friends nad other blogger ke sath share jarur kare.

Avatar for Jumedeen Khan

by: Jumedeen Khan

मैं इस ब्लॉग का संस्थापक और एक पेशेवर ब्लॉगर हूं। यहाँ पर मैं नियमित रूप से अपने पाठकों के लिए उपयोगी और मददगार जानकारी शेयर करता हूं। ❤️

Comments ( 85 )

  1. Brother mujhe aapse ye puchna hai ki main agar koi google se picture download karta hoon to usme editing karke apni website ka naam likh deta hoon to khan sahab kya editing karne se picture copyright nahi rah jaati hai maine ye lagbhag har blogger ko aisa karte hue dekha hai saayad aap bhi aisa karte ho to kya aisa karne se picture copyright nahi rah jati

    Reply
    • Thakur agar hum kisi or ki image use karte hai to usme copyrighting ka dar rahta hi hai. Yes mostyl aesa hi karte hai but better tarikha khud ki image use karna hai.

      Reply
  2. Bhai kya koi aasa tareeka hai jisse wordpress blog ke home page par last updated posts ko dikhaya ja sake ?

    Reply
    • WordPress dashboard>> appearance>> customize option par jao or static front page option select kar youur latest posts select karo.

      Reply
  3. jume deen आप से मै कुछ जानना चाहता हु मैंने ब्लॉग साईट बनाई है जो पहले ब्लॉग पर था लेकिन अभी दो दिन पहले मैंने उसे WordPress पर कन्वर्ट कर दिया है लेकिन अभी मै फ्री डोमेन use कर रहा हु तो आपसे मै जानना चाहता हु की क्या बिना डोमेन ख़रीदे मेरा WordPress पर कन्वर्ट करना सही है या फिर ब्लॉग ही सही था और यदि WordPress सही है तो फिर आप मेरे WordPress के ब्लॉग पर जाकर setting के बारे में बताये और साथ में ये भी बताये इसे गूगल पर कब तक show होगा की इसके लिए कुछ करना पड़ेगा
    मेरी साईट है –www.mysupportme.WordPress.com
    आसा करता हु आप मेरी हेल्प जरुर करेंगे

    Reply
    • Aapki site open nahi ho rahi. Second aapko ye nahi karna tha domain or hosting le kar oWordPress.org par blog transfer karna tha.

      Reply
  4. Hello nice post every time and which theme you are using can u give me link

    Reply
  5. Jume Deen ji ,
    Please Aap ek baar meri site pe vist kar batye ki mai ise kese improvekr skta hu.

    Reply
    • Good blog but writing me har word ke first letter ke capital use mat karo.

      Reply
  6. great! thank you soo much sabse bahetareen jankari share karne ke liye.

    Reply
  7. thanks a lot for this awesome post. i like it so much.

    Reply
  8. sir mere blog pe robots.txt disable he..but firvi jab me search engine pe mere site pyarlovezindagi.blogspot.in
    search krta hu to “a description for this results is not available of this site robots.txt””

    first pe yehi show kr rha he sir..and uske niche mere sare post show ho rha he..aisa kyo sir?

    plz sir iska upay bataye.taki ye robots.txt na dikhaye first me hi…

    aur mera open id-http://pyarlovezindagi.blogspot.com he…

    plz sir kuch upay kahiye taki ye robots.txt na dikhe…

    aur sir jab me search pe pyarlovezindagi.blogspot.com search kr rha hu to mera sare post google pe show kr rha he..

    Reply
    • Aap blog oar robots.txt file use kar rahe ho but no problem aap blog page ko search console me ja kar crawl>> fetch as google karo or kuch time wait karo blog description show ho jayegi.

      Reply
  9. Hlw sir
    Softare banane ke liye kaun kaun language sikhna padega please jarur bataiye

    Reply
    • Official sabhi coding like, php, ajva, html, CSS

      Reply

Leave a Comment