Kya aapki site par AdSense ads mobile, desktop version and all devices me proper show hote hai or kya aapke readers aapki advertisment se satisfied hai ? Or kya wo aapki site ya blog ko pasand karte hai. Shayad is sawal ka jawba bahut kam logo ke pas hoga. Kyuki hum sirf site par ads laga kar chord dete hai or readers engagement, user interest ki performance report check nahi karte hai.
Internet par bahut sare website owner or blogger hai. Jinme se millions people mostly blogger Google Adsense ka istemal karte hai or unka main income source bhi AdSense hi hota hai.
But bahut sare log jo apne blog par AdSense se earning karte hai wo AdSense performance report check nahi karte hai or na hi user engagement, reader interest par dhyan nahi dete hai. Isi wajah se log AdSense se good earnings nahi kar pate hai.
- Google Adsense Ads Format Ko Fast Loading Kaise Banaye
- Google Adsense Se Jyada Paise Kaise Kamaye, Best Earning Tips
Sirf yahi nahi kei bar to bad ad placement se AdSense account block tak ho jata hai. So is problem ko solve karne ke liye google ne kuch tips ki guide taiyar ki hai. Jinhe follow karke aap apni site par audience engaement ko boost kar sakte ho.
Readers Interest & Audience Engagement Boost Karne Ki Free Adsense Guide
For bloggers, audience enagaging na sirf blog ke liye important hota hai balki ye challenging bhi hai. Aap easily engagement win nahi kar sakte.
Google ke ek research ke anusar 30% smartphone users agar aapki site ke advertisement and look se satisfied nahi hote hai or unhe apni jarurat ki information nahi milti hai to wo immediately another website par move kar jate hai.
Audience engagement banaye rakhne ke liye google ne ek eBook create ki hai. Aap iski copy yaha se download kar sakte hai Adsense Guide to Audience Engagement.
Is Ebook Me Aapko Kya Kya Milega ?
Ebook download karne se pahle aap ye jarur sochoge ki aapko isme kya kya jankari milegi or ise download karne se aapko kya fayda hoga to ye point aapke kaam aa sakte hai.
- Audience enagagement boost hogi or reader aapke familiary banenge.
- Aap site par ads place or achhe tarike se kar sakoge.
- Aapki AdSense practice better hogi.
- Audince ke liye better ads content develop karna sikhoge.
- Unique content write karne ke ideas milenge.
- Adsense ads par jyada click pane ki tips milegi.
- Adsense CPC, RPM and earnings increase kar sakoge.
- Adsense ko apni site ka good income source bana sakoge.
- Aapki site par readers ka interest badhega.
- other many tips.
Inke alawa bhi aapko is eBook me bahut kuch sikhne ko milega jinse aap apni site ke advertisement me user interest ko increase kar sakte hai. Agar aap AdSense user ho or really me AdSense se achhi kamai karna chahate ho to aapko ise jarur test karna chahiye.
Agar aap chahate hai ki aane wale time me aapko aesi hi useful updates milti rahe to humare blog ko subscribe jarur kare.
SIR Categories ME AP NE LOGO ADD KAR SAKHE HAI VO KAISE KIYE APP NE
coding se.
SIR BLOG POST ME Manual SEO (WITH TAGS) JAYDA ACCHA RHEGA YA PLUGIN KE SATH
dono me se koi bhi tarike se kar lo best ai. ap yoast seo plugin ue karo.
mujhe author box or sidebar me features post, manually posts lagane hai to iske liye konse plugins ka use karu
jetpack plugin me already ye sab features hai.
Hello Sir, sir maine apne blog me infolinks ad laga di hai ab tak 72 ad view huye hai lekin income $$00.00 hi show kar raha hai kyon. ek hafte se upar ho gaya lekin harroz ki 00 show kar raha hai. kya aap batayenge ki infolinks ki earning kaise hoti hai
apne blog par traffic badhao to hi user ads par click karenge or apaki earning hogi.
Bro muje apki help chahia Kya koi aesa rasta he jiski madad se google drive me se delete ki Gai cheej vapas la skhe
file permanently delete karne ke bad recover nahi ho sakti.
bro mujhe janana tha ki AdSense hamari website ko kitne din mai review karta hai isme kitna time lagta hai
iska koi time nahi hai but 2 to 7 day me ho jata hai.
www.merihindijankari.in ko check kare usme mera site secure ka Jo lock ka icon hota hai WO show nahi ho raja jai check kare
Iske liye aapko http security leni hogi.
Very Good Guide.
Bro AdSense hame wapsite views share or subscribe karne ke bhi paisa deta hai kya ya sirf add show hone ke hi paise deta hai
sirf ads par click karne ke paise milte hai.
Bro... mujhe ek baat puchni hai ki blog banane ke baad jab ham log adds laga lete hai fir iske baad kis tarah se income hoti hai
Jab koi hamari site par lage hue adds par ek click karta hai tab income hoti hai ....
Lekin aisa bahut kam hota hoga ki koi bhi hamaare adds par click kare
Mai aapse ye puchana chahta hu ki jo log blogging karte hai un logo ko aisa kya karna chahiye ki adds par click karna unki jarurat ban jaye???
Plz plz plz
plz guide me
1. jab koi user humare ads par click karke unki site par jata hai to humar iearing hoti hai. is tarah hum unka promotion karte hai or google hume uska commission deta hai.
2. aesi aapki soch hai user ko ads pasand aayenge to wo click jarur karega.
3. badhiya content likho google better ads show karega.