Agar aapke pas 4G support smartphone hai to aapke bas Jio sim jarur hogi or aap free internet, free call enjoy kar rahe honge. Magar kya aap jante hai ki Reliance Jio ke 4G sim se aap computer or laptop par high speed fast internet ka lutf utha sakte hai. Main yaha aapko 4G jio sim se desktop me net chalane ki 3 tricks bta raha hu aapko jo pasand aaye wo try kar sakte ho.
Reliance ne jio sim 4G support mobile user ke liye launch kiya hai but aapke pas kuch aese tarike bhi hai jinse aap apne computer me bhi jio sim se free internet ka maja le sakte ho. Aap online apne desktop par movies, videos dekh sakte ho ro download kar sakte ho.
- Airtel Sim Me Free Internet Kaise Chalaye 3G 4G Speed Se
- Idea Sim Me Free Internet Kaise Use Kare 2G / 3G Speed Se
Jin logo ko online movies, serial and other videos dekhne ka shouk hai or unka har mahine kei GB Data kharch ho jata hai to wo ab jio sim se computer me internet use kar sakte hai. Actually, sabhi log PC me sim se internet chalana nahi jante hai or wo mostly modem or router ka istemal karte hai.
Computer Me Jio Sim Se Free Internet Kaise Use Kare 4G Speed Se
Main aapko yaha par three tips bta raha hu jinse aap PC me reliance ji ki 4G sim se internet chala sakte ho. Wese 3no best tarike hai aapko jo pasand aaye aap us tarike se net chala sakte ho. Jio 4G Sim Se Computer Laptop Me Free Internet Chalane Ki Best Tips.
1. Wi Fi Portable Hotspot
Sabhi Android phone me wi-fi portable hotspot ka ek feature hota hai jiski help se aap laptop ya computer ko apne mobile se connect kar sakte ho. Aap chaho to smartphone me jio sim laga kar apne laptop ko mobile se jod sakte ho or free internet use kar sakte ho.
Iske liye aap mobile setting me jaye or data usage ke bad more par click kare. Yaha aapko tethering & portable hotspot ka option mil jayega. Aapko portable wifi hotspot chalu karke apne usme name or password set karne hai uske bad apne laptop me network search karna hai.
But aap is trick ko desktop computer me use nahi kar skate kyuki usme wi fi ka feature nahi hota hai. Computer me hotspot se net chalane ke liye aapko extra wifi system le kar computer se connect karna hoga.
2. USB Data Cable
Aapke pas smartphone hai to aapne dekha hoga ki phone ke charger ki line charger se alag ho jati hai or same data cable ke jaisi hoti hai. Actually, aap isse na sirf apna mobile charge kar sakte ho balki aap isse apne mobile ka data computer me transfer kar sakte ho or phone ko PC se connect kar internet bhi chala sakte ho.
Iska option bhi hotspot ke sath hi hota hai. Aapko sirf hotspot par ja kar USB tethering ko enable karna hai. Uske bad aap computer me mobile se net chala sakte ho.
Ya fir aap extra USB data cable le kar mobile ko PC se connect kar internet chala sakte ho. Is tips se aap laptop or desktop dono me internet use kar sakte ho. Reliance ji sim 4G speed se computer me net use karne ka ye achha tarika hai.
3. Use Dongle or Modem
Computer or laptop me jio sim se internet chalane ki sabse best or last trick hai modem or dongle ki madad se desktop me internet chalana. Aap 4G support dongle me reliance jio sim laga kar usse computer me net chala sakte ho or me browsing and other online work kar sakte ho. Dongle PC or laptop dono ke sath kaam karta hai.
Wese agar aap desktop user ho or already PC me internet chalate ho to aapke pas dongle or modem to jarur hoga but shayad 3G support hoga. So jio sim se computer me net chalane ke liye aapko 4G support dongle lena hoga.
- Airtel All USSD Codes Balance, Offer, Plan Check Karne Ke Liye
- Internet Se FREE Me Call Kaise Kare Puri Duniya Me Kahi Bhi Kisi Bhi Jagah Par
Agar aapke pas 4G support mobile nahi hai to aap kisi aese friend ke mobile ke throw reliance jio sim buy kar sakte hai jo internet use nahi karta ho.
I hope ye trick aapko pasand aayegi or aapke kaam bhi aayegi so please is post ko social media par apne friends ke sath share jarur kare.
Hello Sir, ye batayeye ki kisi photo ya PDF file ka size kaise kam karte hai or jisse pixl bhi kam na karne pade Maine apke bataye hue software photoscape se bhi kar liya lekin usse koi khas farak nahi padta kya aap bta sakte hai ki MB size ko KB me kaise convert karu
Kulddep aap camtasia studio ka photo editor use karo.
Sor affiliate marketing ke ads kaise lagate hai? Iske liye koi coding aana jaruri hai kya plz guide me.
Iske liye aap humari affilaite marketing se related post padho.
informative post...following your all the post...
1.sir ager hosake to aap sponsored tweet per ik post hindi me like...buhath thankses hogi
2. sir jitne traffic hum WordPress per hasil karsakte hai kya hum is ko blogger me hasil nahe karsakte....
3.sir me soch raha ho keh itne sari tips aur maloomat aap kha se hasil karte hai.....
mean aap ke koe faovrite website (english,hindi) jha se aap sekhte hai...
thanks in advance i like you post very very.... much...........!
1. Ok jarur likhunga.
2. ha bilkul kar sakte ho.
3. Main sabkuch internet se hi sikhta hu.
Bro मैने chitika ke ads मेरे ब्लोग मे लगाया हैं आर डोमेंन Approved भी होगया हैं लेकिन अभी भी मेरे ब्लॉग में विज्ञापन नहीं दिख रहे ऐसा क्यों
२) मैंने आपको Ribbon theme के तीसरे नंबर की footer के बारे में बताया था प्लीज क्या आप कोई ऐसासcss कोड या कोई widget भेज सकतै है जिसकी मदद से में तीसरे footer में widget लगा सकु widget कोई भी होगा चलेगा बस लोडिंग समय ज्यादा ना हो मुझे पता है यह क्वेश्चन डिज़ाइन से रिलेटेड है लोकीन आप हीं मदद कर सक्ते है
Account fully approved hone par ads show hone lag jayenge.
Rusheek iski mere pas koi coding nahi hai ye genesis theme ka part hai iske liye aapko genesis theme use karni hogi.
which is the best language for blog b/w
hinglish or hindi sir .
tell me sir..
Hindi is more better.
Sir agar hmari site ka colour blue hai, or sidebar bhi blue hai, to kya ham AdSense ka text add ka color blue karke apne sidebar me lga sakte hai? usse AdSense ko to koi prvlm nhi hogi...?
Haa bilkul laga sakte ho.
bhai ishttp://www.indgovtjobs in blog ka menu bahut achha hai is trah menu kaha milega iska template ka name seo guru hai bhai agar aapko pta hai li is menu ka name kya hai plz... bta dijiye
Menu ka koi name nahi hai ye simple menu hai bas isme color change kiya hua hai. Aap gooyaabetemlates site par check karo aese menu wali bahut sari template mil jayegi.
Congratulations!
Your account is now fully approved.
Congratulations!
Welcome to AdSense! We look forward to a long and successful partnership together.
If you’ve already placed ad units on your site, you’ll begin to see live, relevant ads, and can start earning money from your online content within a few hours
Sir mere AdSense account fully activate hai fir bhi ads blank hi show ho rha hai.
Oh, aap adsense.com par jao or my ads par click karke ads ke samne check karo ki active likha hai ya new agar new likha hai to new ad bana akr blog me add karo.
Really jio good choice for 24x7 net lovers. But bro abhi take humari city me jio Sim asaani se mil nahi rahi hain !!!
Aap nearest kisi other city se le sakte ho.