Idea Sim Me Free Internet Kaise Chalaye 2G/3G Speed Se

Maine apni pichli post Airtel Sim Me Free Internet Kaise Chalaye 3G Speed Se me btaya tha ki hum kaise airtel sim me free internet use kar sakte hai. Aaj is post me aapko bta raha hu ki Idea me free internet kaise chalate hai. Iske liye aapko ek android app Hammar VPN download karna hai. Jo aapko daily 1ooMB free use karne ko deta hai but sirf idea ki sim me.

Use-idea-free-internet-3g-speed

Ye tricks sirf android mobile me hi kaam karegi. Iske liye aapki idea sim me o.oo balance hona chahiye. Mai aapko pahle hi bta deta hu ki free internet tricks se free net chalane se aapki sim band bhi ho sakti hai.

So usme supportmeindia or meri koi guaranty nahi hogi. Aap idea free internet apni khushi se chala rahe ho or aage hone wali problem ki jimmedari bhi aapki hi hogi.

Idea Sim Me Free Internet Kaise Use Kare 2G & 3G Speed Se

Idea me free internet chalane ke liye aapko google play store se hammar VPN apps download karna hai. Usme log in karne ke bad aapko bas kuch simple step follow karne hai.

  1. Sabse pahle aap Hammar VPN apps dwonload kare. [ link… ]
  2. Ab hammar vpn apps me log in kare.
  3. Ab aapko Lport or Rport ki setting karni hai.
  4. Lport – 53895 or 48412 or 55188
  5. Rport – 0
  6. Network protocol me UDP set kare.
  7. Ab internet chala ke dekhiye. Aapka idea ka free net mil gaya hai.
  8. Aap roj sirf 100MB hi use kar sakte ho.
  9. Is trick ko use karne ke liye sim me o balance hona chahiye.

I hope aapke stats me ye tricks kaak karegi. But ye tricks bahut se stats me kaam karti hai or bahut ser stats me nahi. So agar aapke mobile me free internet nahi chalta hai to aap is message ko ignore kar sakte ho.

By the way, Agar aapke mobile me free internet chalta hai to is post ko share jarur kare, Sath hi hume bhi social media par follow kare.

Share post also.

Avatar for Jumedeen Khan

by: Jumedeen Khan

मैं इस ब्लॉग का संस्थापक और एक पेशेवर ब्लॉगर हूं। यहाँ पर मैं नियमित रूप से अपने पाठकों के लिए उपयोगी और मददगार जानकारी शेयर करता हूं। ❤️

Comments ( 101 )

  1. sir jo mai puch rha hu wo nhi btaynge kya

    Reply
    • Bro apps download hoga ya nahi. wo aapki problem hai. Kyuki baki sabhi ke pas ho raha hai.

      Reply
  2. Sir
    Meri phone problem hai
    Main koi apk update karna chahta hu par
    Wo kuch % aane ke baad nhi aata or ak jagah ruk jata hai
    Koi mobile fanson problem hai to Bhai jarur batai yega

    Reply
    • Ravi mobile ko ek bar reset kar lo.

      Reply
  3. Bhai server konsa use krna hai….

    Reply
    • Maine jo setting btayi hai bas wohi set karni hai. baki default rahne do.

      Reply
  4. Isme app me login kaise karna hai iske bare me pura step by step samjhaiye pls!

    Reply
  5. sir maine hammar vpn use kiya par bas upar loading karta hai kya karu

    Reply
  6. Sir
    Idea me hammar 8:89 aagya par us se wage nhi aaya
    Kya kru sir ji

    Reply
  7. hum bhai my wapblog me AdSense kaise lagayenge plz aur apna whatsapp no bhi dedo

    Reply
    • Ali mai aapko WordPress or blogger ke bare me full guide kar sakta hu.

      Reply
  8. hello sir,
    mai appka blog roz pdta hu ye sab jankari Dene ke kiye thankssssssss. aap bahut Aache blogger ho …

    1)hum program Kaise ban a skate hai.
    2) hackinl

    Reply
    • Ankit mai kisi ko hacking ki jankari nahi de sakta. programer banane ke liye aap kisi website developer se bat karo.

      Reply
  9. sir furst a fall thanks for this post sir jaisa ki aapne post main bataya hai ki net use karte samay 0balance hona chahiye agar maine 2 3 net use kiya and uske baad maine net band kardia tao mera balance to nahin katega?

    Reply
    • Nahi internet data off karne ke bad paise nahi katenge.

      Reply
  10. agr data balance ho apne account me to wo to nahi katega ?

    Reply
    • Tab aapke sare paise kat jayenge. Isliye post me already btaya hai ki balance 0.00 hona chaiye.

      Reply

Leave a Comment