Youtube Partner Kaise Bane or Apni Videos Par Ads Kaise Dikhaye

Apni video host karne ke liye YouTube sabse better or popular or sabki favorite site hai. Iska sabse acha fayda ye hai ki aap YouTube parternership program join karke is par video upload kar ke unse paise bhi kama sakte ho.  Bahut se log sochte hai ki YouTube partner banne ke liye pata nahi kya kya karna hota hai. Aysa kuch bih nahi hai. Aaj mai aapko bta raha hu ki YouTube partner banne ke liye kya karna hoga.

How to become a YouTube partner

Internet par aapko YouTube partner banne ke bare me bahut tarah ki jankari mil jayegi. but ye bahut easy hai. Aap chand second me YouTube partner ban sakte ho. Actually, aapke pas agar gmail account hai to aap jaise hi YouTube par apni gmail ID se log in karoge aap YouTube partner ban chuke hoge.

In this post, mai yaha aapko YouTube partnership program join karne or video ko monetize karne ke bare me clear step bta raha hu. Bahut se newbie people YouTube ke bare me janna chahate hai but clear or sahi information na milne par unhe YouTube join karne me bhi problem hoti hai.

Youtube Partnership Kaise Join Kare or Video Uploading Se Paise Kaise Kamaye

Aap jaise hi koi video creare kar YouTube par upload karoge YouTube partner ban choke hoge. But yaad rahe aap kisi or ki video, content i mean copyright  video upload nahi kar sakte.

How to become a YouTube partner:

  1. Go to YouTube.com and log in with your gmail account.
  2. Upload some videos and get viewers.
  3. Monetize your video.
  4. Connect your YouTube channel with google adsense.
  5. Make money from your video and enjoy.
  6. Now upload regular videos like minimum 1 video weekly.
  7. Make sure your video are helpful other
  8. Increase your video viewers and get YouTube partnership program.

In simple words, Sidhe shabdo me YouTube join kar video upload karna, videos ko monetize karna, AdSense account se connect karna, regular video upload karna or uske bad apne videos par millions views receive karna hi YouTube partner banna hai.

Enable your YouTube channel for monetization:

To check your channel’s eligibility and opt in for monetization:

  1. Sign in to your YouTube account.
  2. In the top right, select your account icon > Creator Studio.
  3. In the left menu, select Channel > Status and features.
  4. Under “Monetization,” click Enable.
  5. You’ll only see this option if your account hasn’t been disabled for monetization.
  6. Follow the on-screen steps to accept the YouTube monetization agreement.

Iske bare me adhik jankari ke liye ye article read kare Youtube Par Video Ko Monetize Kaise Kare or Adsense Se Kaise Jode. Maine is post me iske bare me step by step screenshot ke sath samajhaya hai.

Youtube Partner Banne Se Kya Fayde (Benefits) Hai ?

  1. Aap YouTube par videos upload karke online money earn kar sakoge.
  2. Jab aap YouTube patner ban jate ho to aapko branding option milenge or aap YouTube par banner ads, over lay ads, images ads, video page banner use kar sakte ho.
  3. Iske alawa aapko mobile version me bhi branded option milenge.

Youtube partner banna mushkil nahi hai but aapko imaandari se work karna hai or koi bhi video copyright upload nahi karni hai. Sath hi aapki video logo ke liye hewlpful or useful honi chahiye.

To kya ab aap abhi YouTube partnership ke liye apply karne wale ho. Agar ha to mai aapko suggest karunga ki aap humari YouTube se rrelated or bhi post padhe. I hope aapko sahi jankari milegi or aapki help hogi. Sath hi aap Youtube partner program overview page par iske bare me information pata kar akte hai.

Agar aap ye jankari kisi video se janna chahate hai to aap YouTube Partners: Guide to setting up your account video dekhe.

Avatar for Jumedeen Khan

by: Jumedeen Khan

मैं इस ब्लॉग का संस्थापक और एक पेशेवर ब्लॉगर हूं। यहाँ पर मैं नियमित रूप से अपने पाठकों के लिए उपयोगी और मददगार जानकारी शेयर करता हूं। ❤️

Comments ( 85 )

  1. Sir meri estimated earning jo dally hoti hai wo roj sham ko kam ho jati hai yaha tak ki life time earning bhi subah ko alag dikhti hai aur sham ko fir kam ho jati hai aisa kyu hota hai

    Reply

Leave a Comment