Google Adsense Me Website URL Kaise Add Kare – Site Management

Google ek se jyada AdSense account banana allow nahi karta hai. Agar aapke pas 1 se jyada website hai to aap ek hi AdSense account se apni 4-5 site ya blog par ads laga sakte ho or earning kar sakte ho. Iske liye aapko apni sites ka URL AdSense account me add karna padega. Jiski jankari mai aapko is post me bta raha hu.

Adsense Site Management

Agar aap ek se jyada AdSense account use kar rahe ho to yaad rahe google ko jaise hi iske bare me patachalega wo aapke AdSense account ko band kar sakta hai. Isliye ek hi google AdSense account use kare. Jisse aapko future me problem na ho.

Aap ek AdSense account se apni 4-5 site par ads laga sakte ho. But aapki sabhi sites differance category ki honi chahiye. Yaha mai aapko kuch important bate bta raha hu. Jinhe follow karne ke bad hi aap AdSense ke ads 1 se jyada site par use kar sakte ho.

  1. Sabhi sites par alag alag tarah ki jankari honi chahiye. Aap ek hi jankari ko dusri website par publish nahi kar sakte.
  2. Aap ek hi content ko 2 differance language me 1 se jyada site par share nahi kar sakte. Ye Black Hat SEO mana jata hai. Jiski google bilkul permission nahi deta hai. Or aysi site par AdSense ke ads nahi laga sakte.
  3. Adsense ke ads lagane ke liye aapki site par kam se kam 500 pageviews per day hone chahiye. Jisse 300 pageviews google search engine se ho. Sath hi aapka blog google webmaster guidelines ko follow karta ho.
  4. Website par hacking ya kisi bhi parkar ke s*xy or hinshak jankari nahi honi chahiye.
  5. Adsense bahut si bhashao ko support nahi karta hai isliye website ki language Adsense Support Language me se honi chahiye.

In sabhi terms me sabse jyada jaruri bat hai aapki dusri site par pahli site se matched content nahi hona chahiye. Warna aapka AdSense account ban bhi ho sakta hai.

Adsense Account Me Website URL Kaise Add Karte Hai

Sabse pahle aap adsense.com site par jaye or apni gmail id se log in kare.

  1. Right side me setting gear icon par click kare.
  2. Settings par click kare.
  3. Site Mnagement par click kare.
  4. Yaha apni site ka URL (Link) add kare. example – xyz.com
  5. Ab ADD SITE par click kare.

Add Site URL in Adsense

Bas ab aapki site AdSense se connect ho chuki hai. Ab aap add ki gayi site par bhi ads laga sakte ho or earning kar sakte hai.

Ye bhi padhe:-

  1. Adsense Ads Par Invalid Click Rokne Ke Liye Kya Kare 10 Tips
  2. Adsense RPM Kya Hai or Adsense RPM increase kaise Kare [What is RPM]
  3. Google Adsense Se 10 Dollar Per Day Kaise Kamaye 2024 – Earn Money
  4. Blog Banane Ke Bad Adsense Ke Liye Apply Kab Kare – Approved Tips
  5. Asynchronous Vs Synchronous Adsense Ads Me Kya Difference Hai
  6. Adsense Matched Content Kya Hai or Ise Hum Kab Use Kar Sakte Hai
  7. Adsense Revenue Increase Karne Ki 10 Important Tips – Hindi Tricks
  8. Adsense Revenue Increase Karne Ki 10 Important Tips – Hindi Tricks
  9. Adsense Account Ko Safe Rakhne Ki 12 Important Tips in Hindi
  10. Adsense Account Kaise Banaye Step By Step Puri Jankari

Agar aapko AdSense ke bare me or koi bhi jankari chahiye to aap humari AdSense se related or bhi post padhe. Or agar aap AdSense ke bare me koi sawal puchna chahate ho to niche comment me puch sakte hai. Sath hi is post ko apne friends ke sath share jarur kare.

Avatar for Jumedeen Khan

by: Jumedeen Khan

मैं इस ब्लॉग का संस्थापक और एक पेशेवर ब्लॉगर हूं। यहाँ पर मैं नियमित रूप से अपने पाठकों के लिए उपयोगी और मददगार जानकारी शेयर करता हूं। ❤️

Comments ( 91 )

  1. Sir aap meri site dekhe aur ye bataye ki mera navigation menu sahi SE kaam nahi kar raha hai please muje bataye ki me kya karu aur maine ek do din pehle naya templates install kiys to bhi kaam nahi kar raha hai sahi SE.please jara acche SE check karna tab malum padega sir.

    Reply
    • Manish aapki site open nahi ho rahi jo mai aapko suggest kar saku. sahi link btao.

      Reply
  2. bro agar ham site management me website add nahi karte hai. phir bhi AdSense code lagate hai create karke par AdSense ke niyam ka palan kare to isse koi dikkat nahi chahiye

    Reply
    • Agar aap AdSense me site add nahi karte hai or us par ads lagate hai to aapka AdSense account band ho jayega.

      Reply
  3. Bhai Maine Facebook par message kiya hai check kar lo please

    Reply
  4. sir blog me do domain name add krna he kaise kare,, jaise pahle se mera .in he ur usme .com add krna he,,, kaise kare, blog me option nhi de rha he,
    ek bat ur sir dusra domain nam add krenege to fir se ,, webmaster, alexa me submitt krna padega

    Reply
    • Aapne jis site se domain liya hai. us par domain profile me ja kar domain ko dusre domain par forword kar sakte ho.
      Aap blog ke main domain ko search console me add kare. Baki jaruri nahi hai.

      Reply
      • sir ek bat ur apne btaya ki only search console me submit krne, to usme double blog ho rha he, ur dono domain se ek hi page khulta he, to copy content nai na hoga

        Reply
        • Nshi nahi hoga. aap search console me ek hi domain add karo. dusra add nahi hoga kyuki aap verify knahi kar paoge.

          Reply
  5. Menu create karke try kar liya nahi ho raha hai

    Reply
    • Aap mujhe facebook par contact karo. Mai aapki setting kar ke deta hu.

      Reply
  6. Bhai apne Jo bataya vo bhi kiya phir bhi menu mobile me show nahi ho raha hai

    Reply
    • Theme change karne ke bad bhi show nahi ho raha hai to aap ek bar ne menu create karke try karo.

      Reply
  7. bhai app na site ma kon sa template laga rakha ha.
    kya app ya mujha send kar sakta ho.

    Reply
    • Mai mytheshop ka ribbon template use karta hu. Aap bhi kar sakte ho.

      Reply
  8. jumedeen bhai
    mujhe alexa widget me no data kyu show ho raha hai
    meri site me bhi aur apki site me bhi mujhe no data show ho raha hai
    aisa kyu ho raha pls mujhe bataye

    Reply
    • Ye alexa ki missing service ki wajah se hota hai. don’t worry ye alexa ki problem hai. apne aap solve ho jayegi.

      Reply
  9. Sir m Aapse ye puchna chahta hu ki mere Facebook page PR agar 100000 like h to mujhe kitne rupees tak mil skte h agar m use sell kru to plz Sir reply me on my email address

    Reply
    • Sanjay aap yahi sawal mujhse 3 bar puch chuke ho. Plz don’t epeat your comment. aapko koi kitne paise dega ye page kharidne wala hi bta sakta hai. Or 100k original page like karna hasi majak nahi hai. Isme salo ka time lag jata hai. Sirf muh se kahne se kuch nahi hota hai.

      Reply
  10. ADsense ka account approve karvane ke liye kitni post blog par hona jaruri hai.

    Reply
    • Adsense account ko approved karane ke liye post ki sankhya nahi. aapki site ki valuablity check ki jati hai. Yani ki aapki site par kaha se kitna traffic aata hai or aap real me logo ke liye acha kar rahe ho or aap apna work ghoogle terms ko follow karke kar rahe ho. Adsense account banane ke liye aapke blog par 500+ pageviews per day hone chahiye or aapko blog seo friendly hona chahiye.

      Reply

Leave a Comment