Search Engine Me Blog Title Se Pahle Post Title Kaise Show Kare

Aaj is post me mai aapko btane ja raha hu ki google search result me blog post results ko kaise change karte hai. Is tutorial ko follow karke aap apne blog ki post ko chaho jaise google search engine me show kar sakte ho.

Optimize Your Blogger Blog Post Search Results

Search engine optimization ke liye blog post title and blog title dono most important hote hai. But agar aapke blog ki post ka title blog title se pahle search me show hota hai t oaapko jyada organic click milenge. Kyuki aapki post ka poura topic dikhayi dega.

Agar aap apne blog ko success banana chahate hai to aapki site par search engines se traffic aana jaruri hai. Or search engine se traffic pane ke liye aapko SEO ki basic information honi jaruri hai. Maine SEO ke bare me bahut post likhi hai, Jinme blogger ke bare me bhi post mil jayegi. So aap sach SEO ke bare me janna chahate hai to supportmeindia ki SEO se related padhiye.

Google search result me sirf post title ke first 65 characters hi show kartya hai. Baki ke sabhi shabd cut ho jate hai. So agar aap blogger user hai to ye post aapke liye bahut kaam ki hai.

Yaha mai aapko blogger SEO ke ek chote se but bahut important part ke bare me bta raha hu. Jisme aap google search results me apne blog ki post results ko customize kar sakte ho or search engine se jyada traffic pa sakte hai. Iske alawa bhi iski kuch or wajah ho sakti hai. Jinki wajah se aapko ye setting karini jaruri ho jati hai.

  1. Aapke blog ki title search me post title se pahle show hota hai.
  2. Aapke blog ki post title ki jagah par post ka link show hota hai.
  3. Ya fir search me post title ki jagah koi or words show hote hai.
  4. Post ka title first me show hoga to usme aapke main keywords show honge.
  5. Post title pura show hoga to user us par jyada click katenge. Isse aapko jyada beneft milega.

To kyu na is tricks ko try kar liys jaye. Don’t worry in teeno hi problem ka solution aapko is article me mil jayega. Aapko sirf apne blog ki templaye me ja kar thodi si coding editing karni hai.

Google Search Me Blogger Title Se Pahle Post Title Kaise Show Kare – Blogger SEO Guide

Agar aap newbie blogger hai or post title ko blog title se pahle show karna chahate hai to aap ye simple step follow kare.

  1. Sabse pahle aap blogger dashboard par jaye.
  2. Drop down menu par select kar Template par click kare.
  3. Now click on Edit HTML
  4. Ab CTRL+F key button daba kar “<title><data:blog.pagetitle/></title>” code search kare.
  5. Ek bar aapko ye code mil jaye to use delete karke uski jagah par ye code paste kare.
<b:if cond='data:blog.pageType == "item"'>

<title><data:blog.pageName/> | <data:blog.title/></title>

<b:else/> <title><data:blog.pageTitle/></title> </b:if>

6. Finally Save Template par click kare.

Ba ab sabhi setting h ochuki hai. Ab kuch day bad search engine me aapke blog ke title se pahle post ka title show hone lag jayega.

Agar aapko iske bare me koi or sawal puchna ho to aap niche comment me puch sakte ho. Ya fir aapke pas iske alawa koi or trick hai to aap wo bhi comment me share kar sakte ho.

I hope aapko ye post pasand aayegi. Or agar aap blogger user hai to ye post aapke liye helpful sabit hogi. So plz ise socila media par share jarur kare.

Avatar for Jumedeen Khan

by: Jumedeen Khan

मैं इस ब्लॉग का संस्थापक और एक पेशेवर ब्लॉगर हूं। यहाँ पर मैं नियमित रूप से अपने पाठकों के लिए उपयोगी और मददगार जानकारी शेयर करता हूं। ❤️

Comments ( 126 )

  1. mujhe blog banaye lagbhag 10 din ho gaye lekin abhi tak google seaech me show nhi kar rha hai. please mujhe koi trick bataiye aur mera website check kijiye ki isme koi kami to nhi hai . template kaisa hai.
    please

    Reply
    • आप अपने ब्लॉग को गूगल सर्च कंसोल में सबमिट करो

      Reply
  2. सर मैं आपका रेगुलरली विजिटर हु और आपके हर आर्टिकल रीड करता हु सर मेरी एक प्रॉब्लम है मई जब अपनी वेबसाइट सर्च करता हु तो मेरे Linkedin,Twitter,Pinterest, id सर्च इंजॉन में आती है लेकिन मेरा ब्लॉग नहीं आता सर प्लीज मेरी हेल्प करो और सर देख कर बताना की डिज़ाइन ठीक है ।

    Reply
    • आपका ब्लॉग सर्च इंजन में इंडेक्स्ड है, आप बस अच्छा कंटेंट लिखो सर्च रिजल्ट में रैंक करने में समय लगता है

      Reply
  3. sir mere blogger site me kuchh post ka title google me show ho rahe hai aur kuchh post title ki jagah me site name hi show rahe hai

    aur jab maine ek Blog Par Seo Friendly Post Kaise Likhe – Top 10 Tips ye post title diya to isme kewal Top 10 Tips hi show ho raha hai pura title show nahi ho raha hai kya karu please sir help me

    Reply
    • अगर आप टाइटल में (-) लगाओगे तो उसके 2 टाइटल बन जाते हैं, गूगल सर्च क्वेरी के हिसाब से title शो करता है।

      Reply
  4. Maine apna naya blogger banaya h aur maine post bhi ki but ye search engine me nahi aata h . Jab mai apna bloogger link deta hoon tab show karti h . Post kiye hue 1 month ho gaye h.

    Reply
    • wait, अपने ब्लॉग पर कुछ पोस्ट और लिखो और उसके लिए backlink बनाओ, rank होने में समय लगता है

      Reply
  5. Sir Mera Total Blog Post Tittle Ki Jagah Only Blog Title Show Ho Rahe Hai Kya Kare Plz Answer

    Reply
    • Yoast appearance setting me ja kar seo title setting me only title set karo.

      Reply
  6. Nice post bhai

    भाई एक बात बताओ गूगल सर्च मे मेरा blogger tittle के description मे Other post ki article आता है ऐसा क्यो Plz बताओ भाई।

    Reply
    • Google aapki site ke page ke kisi bhi paragraph ko description me show kar sakta hai.

      Reply
  7. Custom domain .in par adsense apurbal milti hai ya nahi..plz answer

    First time only ek hi blog create kiya hu custom domain .in buy kr ke…

    Please adsense apurbal baad me mil jayega ya nahi answer

    Reply
    • Yes, milti hai.

      Reply
  8. sir mene iss code ko 10-12 din pahle apne blog html me add kiya tha. meri 52 post hai but ab problem ye hai ki 4-5 post hi blog title se phle show ho rahi hai. waki wese hi hai. kya problem ho sakti hai. ab iska koi solutiona hai to please bataye….

    Reply
    • Baki bhi ho jayegi. Aap homepage ko fetch and render karo.

      Reply
  9. Sir Blog Tital Search karne par blog google ne nahi aa rahaa hai ! doamin se only search me aa rahaa hai ! domain name or blog name dono se search me kaise laae pls give me solution !

    Reply
    • pnApni site ko google webmaster tool me sahi se submit karo or sitemap bhi submit karna hai. Uske bad aapka blog proper google me show hoga.

      Reply
  10. Blog address se www ko keise htate hain?

    Reply

Leave a Comment