Avatar for Jumedeen Khan

मैं इस ब्लॉग का संस्थापक और एक पेशेवर ब्लॉगर हूं। यहाँ पर मैं नियमित रूप से अपने पाठकों के लिए उपयोगी और मददगार जानकारी शेयर करता हूं। ❤️

Comments ( 47 )

  1. Sir aapne apne blog par kitni post dali he ab tak or daily traffic kitna aata he abhi?

    • Moti aap monthly income report check kar sakte ho. Yer secret bate hoti hai jo koi bhi blogger share nahi karta.

  2. Sir YouTube video ke seo ke bare me btao kuch jisse jyada view aa ske?

    • Ok iske bare me jald article likhunga.

  3. me bhi pase kamna chahti hu

  4. Sir aap muje choti si eski coding bta do thodi bhut me bhi janta hu

    • template me h2 ka color red kar do.

  5. Aapne most popular post ka wiget lgaya he na usme uska colour red kaise kiya he bro muje bhi karna he me bhi yhi template us kar rha hu

    • Iske liye aapko WordPress ki coding aani chahiye. agar coding aati hai to kahi bhi kiska bhi color change kar sate ho.

  6. Sir espe account to bna diya he lekina ab aage kya karna he ye btao?

    • Iske bare me mujhe jyada jankari nahi hai. Aap google terms padh lo.

  7. sir mera blog me search console me 70 file submitt he,, 3 din pahle tk 49 index huwa tha,,,but aaj chek kiye to only 6 index show kr rha he,,jisse mera traffic ekdm low ho gya he,,,,,,maine 2 din pahle ek nya domain add kiya hu ur use purana domain ka nam change krne ke liye search consile me apply kiya hun ur kuchh post me bhi edit kiya hun,,,ye sb karn he kya ya koi dusra karan he

    • Aapne domain change kiya hai. Isliye ye problem aa rahi hai. aap new domain ka complete set up kar lo. post index ho jayegi.

  8. sir kuch setting karne ke liye apna page open karte hai to page view bad jata he ise kaise off kare, i mean aisa koi upay he jisse hm jb apna blog open kare to wo pageview na bade

    • Nahi blogger me admin ke bhi pageviews traffic me jud jate hai. Isko alag nahi kar sakte.

  9. sir maine aapka ek post pda seo ke bare me tha jsime likha huwa tha, ki blog me ek hi artical me dhyan dena chahiye tb mujhe ehsas huwa ki maine bhi bahut badi galti ki he qki maine apna blog me ek chiz pe dhyan nhi diya,, jaise sayari, blogging, quotes, sara chiz ek hi blog me rkha he sayd isliye m era traffic nhi bad rha he,,,
    sir mai ab soch rha hun ki do blog bna lun,, to sir jaise maine apna post me jo bloggin ke bare me post kiya hun use apna purana blog se delete karke nya blog me dalu to koi problem to nahi he na,,,sir mujhe bhi blogging se aapke jaisa paisa kamana he aap meri madad karo na mujhe bahut kuchh samajh me nhi ata he, aapka contac number kaha se milega,,

    • Nahi aysa kuch bhi nahi hai. aap kisi bhi topic par post likh sakte ho. But aapko ek main topic rakhna chahiye. Jaise mera blog blogging ke liye jana jata hai. wese hi aap ek main topic bana lo uske sath aap dusre topic par post kar sakte ho. Traffic ke liye blogging seo ko follow karo.

  10. achha bhaiya aisa koi shorner link ka website nahi jo pahele 5sec tak add na dikhaye,
    bahut sare website maine dekhi wo pahele apne 5 sec ka add dikhati hai,uske bad scip karo, aur to aur 1000 click pe 1-2& pata nahi aadmi ko itna bebkuf kyu banati hai,,,,
    examples---- aapki site ko open hone me 4 sec uske bad uske add ko dekho 5 sec phir scip karo 3 sec total hue,
    4 5 3 yani pure 12 sec koi bhi post ko padhne ke 12 sec mujhe nahi lagta koi bhi insan apni 12 sec dega,

    • Ravi ye sab bevkufi bhari bate hai. Reader post padhne me 12 sec to kya 12 minutes se bhi jyadAa time ruk sakta hai.

Comments are closed.

×