Agar aap janna chahate ho ki google apps kya hai or ye kaise kaam karta hai to Google Apps Referral Program Kya Hai or Ye Kaam Kaise Karta Hai post padhiye. Is post me aapko google apps ke bare me earning, payment and working ki puri jankari milegi.
Google Apps For Work Par Account Kaise Banaye - Referral Program
Google apps google ka aysa feature se jisse aap ghar baithe kahi bhi kisi bhi device se online work kar sakte ho. Mobile Se Paise Kaise Kamaye 5 Best Android Apps
Option 1:
Go to Sign up for google apps page or niche diye step follow karke option select kare.
- Apna first or last name enter kare
- Apna email add kare. aap yaha par custom email address yani yourname@yoursite.com domain add kar sakte hai.
- Apne bussiness ko koi name de.
- Kitne memebers work karenge, wo tay kare. agar sirf aap hi work karte ho to 1 employee select kare.
- Apna country select kare.
- Apne mobile number add kare.
- Next par click kare.
Option 2:
- "Use a domain name I have already purchased" par tick kare.
- Apna domain add kare.
- Next par click kare.
Option 3:
- apne domain ke sath koi bhi custom email address select kare.
- apna nerw poassword choone.
- Aap robot na ho kar ek person ho ke 3 no terms par tick kare.
- Finaly accept and sign up par click kare.
Bas ab aapka google apps account ban kar ready hai. Google apps ko aap only 30 days tak free use kar sakte hai. Uske bad aapko har mahine $5 google ko pay karna padta hai.
- Android Mobile Ki Screen Record Karne Ke Top 7 Free Apps
- 2023 Me Sabse Jyada Pasand Kiye Gaye Top 5 Android Apps
Agar aapko ye post pasand aaye to is post ko apne friends ke sath share jarur kare sath hi facebook, twitter, google plus social networking sites par bhi share kare.
sir mera google AdSense me 1000 impression pura hone ka msg aya he iska kya mtlb,,,,, likha huwa he - AdSense achievement
Lifetime ad impressions:1,000Congratulations! On March 12, 2016 you reached a lifetime ad impressions achievement
Iska matlab hai ki aapne google AdSense ko use karte huye 1000 impression ka first step pass kar liya hai. Ye AdSense ki taraf se aapko badhai hai.
bhaiya kya adfly avi work kar rahi, hai, isse paise avi mil rahi hai kya, aur iska link savi social site par share kar sakte hai,
Adfly work kar raha hai. but ab aap facebook par referral links share nahi kar sakte.
seo se v traffic effect padta he kya , achha seo rahne blog traffic milta he
Blogging me SEO wese hi hai jaise human ki reed ki haddi seo ke begair aapki site hildul bhi nahi sakti. Aap supportmeindia ki seo se relatewd post padho. seo ki puri jankari mil jayegi.
koi post search consol me index hone ke bad google search me show karta he, kya
Yes, but jaruri nahi hai. google bina search console me add kiye bhi aapki post ko index kar sakta hai.
blogspot me jada traffic milta he ya WordPress me
Dono par
google search me hindi word me jada traffuc milta he ya english hindi me,, jaise maine apna blog me post hindi se karta hun to english word hindi se jada traffic milega ya hindi word se,,,, ur agar post hindi me likhu ur title english word hindi se dalu to kuchh fayda hoga
Search engine se jyada traffic hinglish or english word se hi milta hai. aap post hindi font me likho but uska title hinglish me hi rakho.
Thank you sir. Aapki yeh post mujhe bahut fayada karegi.
Mera Alexa rank me no data kyo dikha raha hai
2-3 din se ye problem sabhi ke pas aa rahi hai. ye alexa ki problem hai apne aap solve ho jayegi.
thanks bhaiya mujhe ye samjh me nahi aaya "Bas ab aapka google apps account ban kar ready hai. Google apps ko aap only 30 days tak free use kar sakte hai. Uske bad aapko har mahine $5 google ko pay karna padta hai" kya hai mujhe paise dene padege
Google apps google ke sabhi apps ka ek store hai. Jisme aapko new customer add karne hote hai. Jisse aapko ek customer add karne ke $7.50 milte hai. Google apps ek paid apps hai but hum ise 30 day ise free use kar sakte hai. iska matlab hai ki aapko google apps use karne ke 1 month bad $5 paymet karna padega.
very nice aapne bahut hi acche tarah se acount banane ke liye smjhaya hai.. keep it up bro..