Computer Me File Hide Show Kaise Kare – Step By Step Hindi Jankari

Computer Me File Hide and Show Kaise Kare Ki Step By Step with Screenshot Full Infomation in Hindi: Sometimes, Aap computer or laptop me kuch personal files save karna chahate ho or sath hi ye bhi chahate ho ki un files ko aapke siwa koi or na dekhe. Iske liye aap desktop software application use kar sakte ho but yaha main aapko bahut hi simple tarika btaunga jisse aap apni important files and folders data ko PC me hide / show kar sakte ho. Ye trick Windows 10, Windows 8.1, Windows 7 and other lagbhag sabhi windows me kaam karegi.

How to Hide and Show File on Computer

Agar aap computer me kisi file ko hide kar chipana chahate ho to aap easily windows ke option follow kar ye kar sakte ho iske liye aapko specially kisi software ya apps ko PC me install karne ki jarurat nahi hogi. Is tips se aap apne family members ya kisi or se computer me files ko hide kar sakte ho.

Newbie and computer ki kam knowledge wale users ko files easily nahi mlegi. Files ko sirf aap hi dekh sakte ho kyuki aapko pata hoga ki files kaha or kis folder me hai. So chaliye jante hai ki “Computer Me File Hide Show Kaise Kare Bina Kisi Software Ke

Computer Me File and Folder Ko Hide or Show Kaise Kare Taki Koi Na Dekh Sake

Main aapko dono method bta raha hu. Ek files ko hide karne ki or second hide ki gayi hidden files ko show karne ki jab aapko files dekhne ki jarurat pade to aap second methods ke steps kar file display kar sakte ho.

1. Computer Me File Ko Hide Kaise Kare

Sabse pahle aap apne PC ko open kare or jis folder ya files ko hide karna hai us par Right Click kar Properties par click kare.

  1. Right click on file and select properties then choose General settings.
  2. Enable Hidden option.
  3. Click on Apply.
  4. Click on Ok.

Hide and Show Files on Computer

Ab aapki file hide ho chuki hai ab koi bhi use nahi dekh sakta. Agar aapki files in steps ko follow karke hide nahi ho rahi hai or sirf background blank hota hai to aapko first Control Panel me ja kar “Don’t Show Hidden Files, Folder or Drivers” wala option enable karna hoga. Uske bad aapki file completely hide ho jayegi.

Iske step same niche btaye gaye steps ki tarah hai aap inhe follow kar is option ko enable kar sakte ho.

2. Computer Me Hidden File Ko Show Kaise Kare

Windows computer me files ko hide karne ke bad jab bhi aapko use dekhne ka open karne ki jarurat pade to aapko control panel me ja kar “Show Hidden Files, Folder or Drivers” wala option enalbe karna hoga. Iske liye aap ye steps follow kare.

Go to Control Panel and click on File Explorer Options. Now select Views option and select Show hidden files, folder and drivers.

Step 1:

Windows+X key button dabaye or navigation menu bar me Control Panel par click kare. Aap chahe to windows icon par right click kar bhi navigation menu open kar sakte ho.

Ab jo window open ho usme top right side me View by: ke samne wale option par click kar Large Icons par click kare.

  1. Select Large icons in view by option.
  2. Click on File Explorer Options.

Show Files on Computer

Step 2:

Ab ek pop up windows open hogi usme aap views option par click kar hidden file ko show kar sakte hai.

  1. Views par click kare.
  2. Show hidden foles, folders, and drivers” select kare. (Note – Agar ye option pahle se enable hai to isi ki wajah se first method se aapki file hide nahi ho rahi thi so jab bhi aapko file hide karni hai to yaha par “Don’t show hidden files, folders, and drivers” option select kare.)
  3. Apply par click kare.
  4. Finally Ok par click kare.

Show Hidden Files on Computer

Ab aap dekh sakte hai ki aapne jo files hide ki thi wo show ho jayegi. Is tarah se aap kisi bhi files ko hide show kar sakte ho.

Agar aap completely kisi files ya folders ko lock karna chahate ho to aap File locker, Easy File Locker, Protect File Locker etc. software use kar sakte ho. Ye files locker software aapki files par password set kar secure kar dete hai suke bad us file ko open karne ke liye password ki jarurat hogi jo sirf aap jante hai.

Main jaldi hi is bare me post likhunga tab tak liye aap ye tricks try kare or kuch time bad humari latest post check kare File locker apps ke bare me post mil jayegi.

Agar aapko ye post pasand aaye to ise social media par apne friends ke sath share jarur kare.

Avatar for Jumedeen Khan

by: Jumedeen Khan

मैं इस ब्लॉग का संस्थापक और एक पेशेवर ब्लॉगर हूं। यहाँ पर मैं नियमित रूप से अपने पाठकों के लिए उपयोगी और मददगार जानकारी शेयर करता हूं। ❤️

Comments ( 62 )

  1. Sir apke jaisa site kaise banaye jisame mai bhi kisi ka helf kar saku

    Reply
  2. आप इसी तरह लिखते रहिये और हम लोगों के लिए प्रेरणा देते रहिये. आप के लिए हार्दिक शुभकामनाओं सहित, शिवम् पाण्डेय

    Reply
  3. sir apne y bht hi achi bat btayi hai

    ap sir ek blog or bnaiye jisme hm y jan ske ki hm google drive ki file ko kis trh se hide kr skte hai…
    or jb hm ek hi phn m 2 emial id access krte h to unme bhi kese password set kre…

    Reply
  4. SIR AAPKA YE JO TRICK HAI YE HIDE KARNE PAR HIDE TO HO JA RHA HAI BUT UNHIDE KARNE PAR THODA FIKA YANI KI TRANSPARENT DIKH RHA HAI PAHLE JAISA NHI DIKH RHA KYO USE KAISE PAHLE JAISA KARE PLEASE HELP ME.

    Reply
    • Show Hidden Files, Folder or Drivers option ko enable kar do file clear dikhayi degi.

      Reply
  5. Jumedeen bro jab maine aapki post google par search ki to same to same aapki post kisi dusri website me copy thi.. kuchh kijiye warna wo to aapki site ki sabhi post ko copy kar lega.
    khas baat yeh ki puri post copy hone ke baad bhi wah post google ke 1st page par show rahi hai…

    Reply
    • Aap mujhe us site ka link bta de taki main uske bare me jan saku.

      Reply
  6. bhai 700px image kitna hota hai aur 700px ki image kaha milti hai jaise aap apne blog mein lagate ho

    Reply
    • Rohan 700px kitna hota hai ye aap kisi photo editor me check kar lo. Main images khud banata hu.

      Reply
  7. Sir maine apko bahut se questuions send kiye lekin wo gayab kyu ho jatey hai. Main kuch sawal poochna chahta hu.

    1- sir ye jo apke full blog ke sabhi elements me border add hai usey apne kaise kiya iski css coding bata dijiye.

    2- aur jab apka blog me open karo tog post title aur menu bar agal bagal me atey hai wo kaise kare.

    Reply
    • Comment karke uska reply check kiya karo.
      1. CSS coding se like class{border:1px solid #222}
      2. Sab coding se kar sakte ho.

      Reply
  8. Bhaut acha article hai bhaiyya…
    Aapse kuch puchna tha,

    Agar hamare website par 300+ articles published ho chuke hai to kya un articles mai AdSense ads lagane me koi problem aaygi.?
    mera matlab ik sath sabhi post mai adslag jaynge ya har post mai alag alag ads lagana padega.

    Reply
    • Nahi koi problem nahi aayegi aap sabhi me ek sath ad laga sakte ho.

      Reply
  9. Bhai aapki description wali saari post mene padh li sab kuch kiya tha bt abhi bhi Google meri website ka meta description sahi show nhi kr rha h please meri website check krke bataye problem kya h

    Reply
    • Hum manually google me description show nahi kar sakte. Google apne hisab se description show karta hai. Aap sahi se metadata add karo. English ya hinglish me karoge to best ohga.

      Reply
  10. sir poore blog me ye lines kaise lagay jaisi apke blog me hai, ye halki halki lines.agar iska koi code ho toh bataiye
    please tell me sir

    Reply
    • Ye border hai CSS code use kar like {border:1px solid #222}

      Reply

Leave a Comment