2024 Me Blogging Kaise Start Kare – 8 Best Tips for Beginner [Hindi]

Agar aapka mood bana hua hai blogging me aur aap blogging start karne wale hai to ek baat yaad rahe ab ye 2024 hai aur blogging advance level ki ho chuki hai. Blogging start karne me aapko bahut kuch pahle se aur achhe se planning karni hogi.

2024 Me Blogging Start Kaise Kare

Bahut si cheeje taiyaar rakhni chahiye taki blog me achcha khasa traffic aa sake aur aap bahut kam time me success blogger ban sake. Is post me main aapko 2024 me blogging kaise shuru kare ke bare me btane wala hu.

To friends jo blogging hai uska trend badhta hi jar raha hai koi success hota hai aur koi nahi hota but sahi guide milne par ham success ho sakte hai ye 2024 hai jisme blog ka competition level aur bhi badh gaya hai.

Ab blog me success hone ke chance aur bhi hard ho chuke hai aise me kam samay me popular hona aam baat nahi hame planning karke kam karna chahiye blog me hame money bhi invest karna chahiye.

2024 Me Blogging Shuru Kaise Kare – Beginner Guide in Hindi

2024 Me Blogging Shuru Karne Ka Tarika Hindi Me. Agar aap abhi blog banane wale hai to apko kuchh bate yaad rakhni chahiye uske pahle ye baat jaan le google par hindi blog thousands se bhi jyada hai to baat aati hai ki blog banane ka fayda tabhi hoga jab usme achcha traffic ho aur alag hi quality ka aapka blog hona chahiye to mai neeche bata raha hu ki 2024 me blogging kaise start kare.

1. Create a Facebook Page and Promote

Agar aap blogging start karne wale hai 2024 me to sabse pahla kaam ki blog banane se pahle ek facebook page jaroor bana le usi naam ka jis name ka blog aap banane wale hai.

Promtion karne ke liye jis subject me blog banane wale hai to facebook page me bhi usi subject se related article likhe kam se kam 50 se 60 words ki taki logo ko apki writing pasand aaye aur log aapke facebook page ko like karna start kar denge.

2. Create a Twitter Account

Twitter me bhi apne blog ko promote karne ke liye ek account bana le aur chaho to usme bhi apne blog subjects se related articles ya chhote mote apne blog ke subjects se related bate share kar sakte ho taki follower badhe agar aapka blog tech related hai to daily 4- 5 line tech related likho aur twitter par share karo.

3. Make Video in YouTube

Facebook aur twitter article likhne ke baad aap youtube channel bana kar us par kuch video bhi bana sakte ho jo apke blog ke hisaab se ya apke article unhe pasand aaye aise kuchh types ke video bana sakte ho aur agar 3- 4 video unhe pasand aa gayi to aakhir me aap last me unhe bata sakte ho ki aap blog banane wale ho aur kaun aapka support karega.

4. Create a Blog

Ab baat aati hai blog banane ki to aap blog ka name choose vohi karenge jo apne facebook page, twitter, youtube me rakha tha aur uske baad use khoob share karo taki logo ko pata chal jaay ki apne blog banaya hai aap blog banane ke liye koi bhi blogging platform choose kar sakte ho wordpress ya blogger jisme aapki jaroorat poori ho aur comfortable ho use choose kare.

Is sabki jankari yaha hai,

5. Make Better Blog Design

Blog banane ke baad sabse jyada jaroori rahta hai ki blog ka sahi se design aur look kaisa hai to aap blog ke liye badhiya sa premium theme choose kar le yaad rahe agar aapko blogging serious tareeke se karna hai to chahe blogger ho ya wordpress better look ke liye premium theme bahut achchi mani jaati hai.

6. Buy a Domain and Hosting

Agar aap professional tareeke se blogging karna chahte hai to aap apne blog ke liye domain buy kar sakte ho isse blogging me alag hi quality aa jati hai aur blog professional dikhne lagta hai. agar aap wordpress user hai to blog ke liye better hosting aur domain lena bahut jaroori hai.

7. Now Write a Post

Aakhir me baat aati hai content writing ki to aapko agar post likhni hai to usi ke hisaab ki post likhe jiske bare me apne pahle planning ki thi jiske bare me aapne users ko bataya tha.

Jab post likho to kam se kam 700 words ki likho isse visitors aur bhi attractive honge to jo bhi apne post kari ho ab aap post ko facebook page, youtube, twitter me sab me share kar de uske baad dekhiye kitna traffic aata hai.

8. Submit Blog in Search Engines

Sabse last step me aata hai ki aap apne blog ko search engine me submit kar de jaise google, bing, yandex me aur ha dosto jo bhi post likhi ho uske bare me apne readers ko bhi baatay ki hamara blog search engine me aa gaya hai isse apke blog ki popularity badhegi aur kam time apka blog aage bhi badhega.

At last, Supportmeindia ek bahut hi achcha blog hai aur mai is blog ka regular visitor hu to mai is blog ke madhyam se aap logo ko kuchh blogging tips diya hu taki jo blog banane wale hai unki kuch help ho sake.

Agar aapko ye psot achhi lage to ise social media par share jarur kare.

Avatar for Sumit Mishra

by: Sumit Mishra

Mujhe Blog par post likhna aur videos banakar YouTube par upload karna ddono hi bahut pasand hai.

Comments ( 59 )

  1. Bhai mera website not ranking ho raha hai article published karne ke bad search engine mein Kabhi Nahin post aata hai bhai iska solution main kuchh post likho

    Reply
  2. Sir bahut hi achchi jankari diya apney Mai bhi blogging karna chahta hu to muhjey help kare ki kaise start karu

    Reply
    • बिलकुल आपकी हेल्प होंगी ये ब्लॉग इसी के लिए है

      Reply
  3. hello sir apki post bahut achi hain sir lekin mujhe apse ek baat puchni thi mene blogger par apna ek blog banaya hain main usme hindi or english dono hi post dalta ho to kya ye shi hain ya mujhe sirf ek hi language main post dalni chahiye

    Reply
    • nahi, ek language par kaam karo, alg language ke liye subdomain ya subdirectory use karo.

      Reply
  4. namste sir.
    aapki ye post bahut hi kaam ki or bahut helpful hai. Is post se inspire hokar bhi ek website start ki hai jisme isme hindi me post likhta hu. or m aapse ye puchna chahta hu ki meri site me mene hindi me topic likhe hai kya usse traffic km aaega. ya muje english me post ka topic likhna chahiye.

    Reply
    • हिंदी भाषा में भी अच्छा ट्रैफिक मिल सकता है

      Reply
  5. nice post bhai aapne bahut sundr post likhe ho

    Reply
  6. Bahut Acha Samjhaya Hai Apne

    Reply
    • Very nice post sir jee

      Reply
  7. Gr8 post buddy I am now follow these tips and the post was really interesting.

    Reply
  8. Bahut hi badiya Janakri Jumedeen Bhai

    Reply
  9. Sir Mera Site Link Block Ho Gya Hai Facebook Par Sir Koi Jankari Bto Sir Mane Sms bhi Koi Zawab Nhi Mila Mera Page Bhi Gayab Ho Gya Hai Sir Help Me

    Reply
    • Facebook ko request karo fir se.

      Reply
  10. Sir, There is great problem.
    Meri website ko koi illegally cop kar raha hai. jab bhi koi new post karta hu us par bhi same mere blog ke jaise us par bhi post publish ho jati hai.
    Original website – sabhow.blogspot.com
    Duplicate web . sabhow24.blogspot.com
    ab kya karoo iske paas contact ka koi jariya nahi hai. Mai ro chaunk gaya ki isi address se isne mere adsense account me site ko add kar diya. Mai 100% aashwast hoo ki mujhse koi mistake nhi hui mai is site se koi talluk nahi hai. Ab koi slution ho to aap batao kya karoo.

    Reply
    • Aapki isiki DMCA forum me report karo. Ye blog hi delete ho jayega.

      Reply
      • Sir site ki take down ke liye paise offer kar rhi hai jo mai nahi kar sakta. Ek small blogger hu,
        1. Mujhe Ye bata sakte hai ki ye kaise possible hai ki jab mai koi apne blog par post karta hu to turant thik uska duplicate us blog ppr post ho jati hai. Isse bachane ke liye koi idea ho to aap bataiye.
        Taki wo future me mere blog ki post us par apne post na ho..

        2. Koi aur take down ke idea ho to bata dijiye.

        Wo itna chalak hai ki usne koi about us page nahi banaya aur na hi contact us usne koi sboot bhi na chode hai.

        Reply
        • 1. Coding experts ke liye ye possible hai.
          2. Aap uske admin se contact kare aur unhe aesa karne na karne ke liye request kare.
          3. Wo site jis hosting server par host hai uske hosting support se contact karo. Agar contenct same copy hai to wo us site ko hi remove kar denge.

          Reply
          • 1. Sir agar mai rss feed ko disable kar du to koi nuksaan to nahi hoga na.
            2. Kya isse blog ko copy karne se bachaya ja sakta hai kyoki kuch log feed se post ki copy kar lete hai.
            .3. baki search engine hamari post ko crawl to karta rahega. Please confirm kare..

          • 1. Kar sakte ho, bas aapke subscribers ko notification nahi milegi.
            2. You can try.
            3. Isse search engine ko koi problem nahi hogi.

          • Thanks you very much. You helped me a lot.

        • Aapki ye tips mughe bhut achi lge,thanks.

          Reply

Leave a Comment