Blog Sitemap Ko Yandex Webmaster Me Kaise Submit Kare

Maine apni pichli post Blog Ko Yandex Webmaster Tools Me Submit Kaise Karte Hai me aapko btaya tha ki kis tarah hum apne blog ko Yandex Webnaster Tools se submit karte hai. Agar aapne abhi tak yandex me apni site ko add nahi kiya hai to pahle aap apni site ko yandex me add kare uske bad is pot ko follow kare.

Is post me mai aapko bta raha hu ki blog ke sitemap ko yandex webmaster tolls me kaise add karte hai. To chaliye niche post me diye step follow kijiye or apni site ke sitemap ko yandex se submit kar lijiye.

Blog Ke Sitemap Ko Yandex Webmaster Me Kaise Add Kare

Blog sitemap yandex me kyu karna chahaiye uski jankari ke liye aap humari Blog Ke Sitemap Ko Google Search Console Me Submit Kaise Kare or Blog Ko Yandex Webmaster Tools Me Submit Kaise Karte Hai padiye. Inme allready iske bare me details se btaya hua hai.

Option 1:

Sabse pahle aap apni site ka sitemap bana le. Sitemap banane ke liye aap Apni Website (Blog) Ke Liye Google Sitemap Kaise Banaye post follow kar sakte ho.

Option 2:

Ab Yandex Webmaster Tools site par jaye, [ webmaster.yandex.com/sites ].

  1. My site par click kare.
  2. Ab aapko jis site ka sitemap add karna hai uske URL par click kare.

Add sitemap in yandex

Option 3:

  1. Indexing options par click kare.
  2. Sitemap files par click kare.

Add blog sitemap to yandex

Step 4:

  1. Apni site ka sitemap url add kare.
  2. CHeck option par click kar ke check kare ki aapki site ka sitemap sahi kaam kar raha hai ya nahi.
  3. Sitemap ok ho to Add button par click kare.

Check and add sitemap to yandex webmaster tools

Ab aapki site ka sitemap yandex webmaster tools se submit ho chuka hai. Ab ek bar yandex me check kar le ki sitemap me koi error to show nahi ho raha hai.

I hope aap is post ko like karoge. or social media par share bhi karoge. Jisser mai aane wale time me bhi aapke liye aysi hi post likh saku. Kyuki jitna meri site par traffic badhega, Mera manobal bhi utna hi badhega or mai aapki jyada help kar paunga. So plz post ko share jarur kare.

Avatar for Jumedeen Khan

by: Jumedeen Khan

मैं इस ब्लॉग का संस्थापक और एक पेशेवर ब्लॉगर हूं। यहाँ पर मैं नियमित रूप से अपने पाठकों के लिए उपयोगी और मददगार जानकारी शेयर करता हूं। ❤️

Comments ( 49 )

  1. sir muje koi acha free apps bataye jisse me ache tax poster banner bana suku aur usme ache degine de saku

    Reply
    • camtasia

      Reply
  2. kaise karu sir plz btaye koi option nhi h post par keyword tag ka.

    Reply
    • blogger par aap jo label use karte ho. Jaise blogging se related post me blogging, paise kamane ki post me amke money online use karo.

      Reply
  3. thanx admin or kya mai blogger post par keyword tag use kaise karu.

    Reply
    • Kyo nahi bilkul kar sakte ho.

      Reply
  4. HIIII admin
    mujhe apse yh puchna tha robots txt file ne mere blog ke link block kiye hue hai, duplicate title tags m=0 and m=1 .mai chata webmaster tool mere mobile url crawl na kre. plz reply fast i am waiting ur reply

    Reply
  5. Hello sir mene Google sitemap me blog approve ho chuka hai par ek bhi post abhi tk search me nai dikh rahi hai please help me. Ek bar mera blog bhi dekh le shayd kuch kami rah gyi ho. Reply ki prtiksha me

    Reply
    • Site ko index hone me thoda time lagta hai. jab aapki site par traffic badhega to post search me aane lag jayegi.

      Reply
  6. jumedeen bhai post ke shuru me jo ad apne 700×300 lagay hai lekin
    AdSense ke ads me to 700×300 ka koi ads nahi a raha hai
    customize karke banaya ya fir kaise

    Reply
    • Ha customize option me ja kar aap koi bhi size ka ads bana sakte ho.

      Reply
  7. bahut acchi jankari hai
    aur bahut asan bhi koi bhi isko asani use kar sakta hai
    jumedeen bhai mai apke post karne ke tarike se sahmat hu
    bahut hi badiya shud bhasa me article banake post karte ho
    THANKS

    Reply
  8. thanks bgaiya but wo to pahele bhi kar sakta tha, but maine socha aapke pass koi short tarika hogai, thanks mai waise hi kar lunga,
    Q….Mai apne templates me templates ka menu bar hai use change karna, aur kya search kare samajh nahi raha hu,
    isse pahele bhi maine kai sawala puchhe but aapne ignor kar diye

    Reply
    • @Ravi,
      Agar aap self promotion ke liye bekar commnet karoge to aapki comment spam ho jayegi. Commet tabhi karo jab aapko wastav me help chahaiye. sirf backlinks ke liye bina jarurat ki commnet mat karo. menu bar ko edit karne ke liye ye post padho Blogger Menu Bar Ko Edit Kaise Kare Ki Jankari

      Reply
  9. भाई आप की पोस्ट डालने की रफ्तार से मैं खुस हुँ। यह पोस्ट ब्लॉग का रैंक बढ़ाने में जरूर सहायता करेंगी।

    आप आप यह जो टाइटन के नीचे एड उपयोग करते हैं इसका साइज़ क्या है?

    Reply
    • लेकिन मैं आप से खुश नहीं हु क्युकि आजकल आपने मेरी साईट की पोस्ट का लिंक अपनी पोस्ट में ऐड करना छोड़ दिया है जिससे मुझे रोज 10-20 विजिटर का नुकसान हों रहा है। 700X300

      Reply
      • जुमेदीन पहले तो उत्तर देने के लिए धन्यवाद। भाई असल में मैनें जिन लिंक्स को एड नही किया है वह मैने एक डाकुमैंट में संभाल रखें है और उन्हें जरूर एड़ करूुँगा। भाई मैं बीए 1 में हुँ। दूसरे समेैस्टर के monthly exam शूरू हो गए। इसकी वजह से व्यस्त हुँ। परीक्षा के बाद आप के लिंक्स जरूर एड करूँगा।

        Reply
  10. sir
    me agar Google account delete kar du toh mera blog bhi delete ho jayega kya

    Reply
    • Ha ho jayega. aap blog me dusri gmail id add karo. uske bad gmail account delete kar sakte ho.

      Reply

Leave a Comment