Youtube Par Copyright Videos Ko Monetize Kaise Kare

How to Monetize Copyrighted Videos on Youtube? Kya main YouTube par copyright Video, Movies, Films, Songs, TV Serials and other type ke videos upload kar ke monetize kar sakta hu or unse kamai kar sakta hu? Ye ek aesa sawal hai jiska jawab sabhi YouTube partner janna chahate hai.  So aaj main aapko YouTube copyrighted issue ke bare me details me bta raha hu ki aap kaise copyrighted videos ko monetize kar sakte ho or unse paise kaise kama sakte ho.

monetizelegally copyrighted videos on YouTube

How to Monetize Copyrighted Videos Legally on Youtube – Full Information in Hindi: Actually, har koi chahata hai ki use khud video create na karni pade or wo dusro ki videos YouTube par upload kar earning kar sake. Youtube par aapne ek jaise bahut se videos, movies, films, songs and other category ke videos dekhe honge.

Multiple channels par ek jaise videos dekh kar aapke man me ek khyal jarur aata hoga ki “Kya main bhi YouTube par is tarah ke copyrighted videos upload kar sakta hu?” But aapko iske bare me confirm jankari nahi mil pati ki aap copyright video YouTube par publish kar sakte ho ya nahi.

In this post, Aaj main aapki is bare me sari confusing dur kar dunga or aap achhe se jan jayenge ki YouTube par copyright videos ko kis tarah monetize kiya jata hai or kis tarah unse earnings ki ja sakti hai.

Main already Youtube Par Aap Kis Tarah Ke Videos Upload Nahi Kar Sakte post me YouTube par videos upload karne ke bare me information share kar chuka hu. Aap is post me sikh sakte ho ki YouTube par kis tarah ke videos upload karne chahiye.

Youtube Par Copyrighted Videos, Movies Ko Monetize Kaise Kare

Actually, YouTube par copyright videos or movies upload karna or videos me copyright music, audio, voice add karna illegal hai or aye bat 100% sahi hai. Copyright law ke anusar aapke aesa karne par aap par copyright owner hue amout (bahut jyda paise) ka lawsuit (mukdama) wsue (chala) sakta hai.

Agar aap legally copyright videos ko YouTube par upload karna chahate hai to aapko production house jana hoga or movies producers se online right permission leni hogi.

Filmy industry me seperately ek nichshit commission par online internet par unke product ko istemal karne ki permission di jati hai. If you have money, agar aapke pas paisa hai to aapke liye ye bahut hi easy process hogi.

Aap movies director and owners ko pay karke permission licence le kar movies ko YouTube par legally upload kar sakte ho or unhe monetize karke kamayi bhi kar sakte ho.

Regarding all small channels, Agar hum kuch aese YouTube channel ke bare me bat kare jo illegal way se YouTube par movies upload kar unhe monetize kar lete hai to main aapko kahna chahunga ki inme se koi bhi copyright videos se earning nahi kar pata.

I mean illegal tarike se movies ko monetize kar YouTube se koi income nahi kar sakte. I know bahut se YouTube illegal expert aesa kar sakte hai or fraud tarike se YouTube par movies ko monetize karte hai but ek time ke bad movies owners YouTube ko iski copyright act ke taht report send kar dete hai or inki sari earning movies ke real owners ko de di jati hai.

Youtube already janta hai or publisher ki ID technology se check kar sakta hai ki is video par fingerprints kiske hai. I mean ye video xontent kiska hai or iska real owner koun hai. SO ye bilkul sahi hai ki agar koi illegally movies upload karta hai to usse generate ki gayi money videos owner ko send kar di jati hai.

Maine yaha par jo kuch btaya hai wo applicable or bilkul sahi hai. Youtube hume content ID provide karta hai or isi ID se videos ke owners ka pata lagaya ja sakta hai.

Most of the cases, Aaj ke time me content owners illegal uploading ka claim kar rahe hai or YouTube se bahut se channels ko supended ya blocked kiya ja raha hai. Aapke copyright act ka violation karne par aapka YouTube channel bhi disable ho sakta hai.

Youtube par copyrighted videos upload karna copyright act ke anusar ek crime hai or aesa karne par aapko content owner ka notice bhi mil sakta hai.

Mostly users ke aesa karne par jab content owner YouTube ko uski complaint karta hai to YouTube team uske channels ko humesha ke liye ya 30 days ke liye suspend kar deti hai.

Yaad rakho YouTube google ki hi ek service hai or google ki policy very strict bahut shakht hai. Aap YouTube par kisi or ke copyright video ko bilkul bhi upload nahi kar sakte. Google ise 1% bhi allow nahi karta.

Copyrighted content aap tabhi use kar sakte ho jab aapke pas uska licenses ho.  Without licenses ke aap aesa nahi kar sakte. Youtube copyrighting issue ke bare me or jyada jankari ke liye main aapko suggest karunga ki aap YouTube copyright policy read kare.

Agar aapke pas content permission lene ka koi idea nahi hai or na hi aap uska pay kar sakte hai to aapke liye behtar hoga ki aap only apne hi create kiye gaye videos YouTube par upload kare.

In my experience, Agar aap apne YouTube channel ko safe rakhna chahate ho to meri aapko personal suggestion hai ki humesha YouTube par khud ki banayi huyi videos hi upload kare or kisi bhi tarah ke illegal work se bache.

I hope is post ko padhne ke bad aapko YouTube copyright issue ke bare me sabkuch samajh aa gaya hoga. So ab apna 5 second ka time nikal kar is post ko social media par share jarur kare.

Avatar for Jumedeen Khan

by: Jumedeen Khan

मैं इस ब्लॉग का संस्थापक और एक पेशेवर ब्लॉगर हूं। यहाँ पर मैं नियमित रूप से अपने पाठकों के लिए उपयोगी और मददगार जानकारी शेयर करता हूं। ❤️

Comments ( 252 )

  1. Sir hamare channels par 4copyright claim aya hai to kya channels monetize ho jayega

    Reply
  2. Sir main Hindi cartoon video ko Bengali mein chhodana Chahta Hun YouTube per lekin kya karna padega ? Please help me

    Reply
  3. Sirji namaste. Aachi jankari share karne ka shukriya. Mai foreign filmo ka explaination wala hini video bana kar youtube me dena chahta hu. Jaise 15 min me poori foreing film ko hindi voice over me dekh sun lo. Iske liye kya copyright lena hoga. Kaafi aise youtube videos hai. Unka kya tarika hota hai.

    Reply
    • Nahi, aap apne hisab se review de sakte hai.

      Reply
  4. Sir mere videos me copyright claim h not copyright strike to kya usse earning ho sakti h agar ha to kese plz reply

    Reply
    • नहीं, इससे आपकी सारी एअर्निंग विडियो owner को चली जाएगी

      Reply
      • Hello sair .. me yeh puchna Chahta Hu ki YouTube par news chanal ki video jese 5 mint 8 mint ki video ….me Apne chanal pr apload karta Hu to kya copyright lag Jayega plz sair btao

        Reply
      • Mere videos par jab se copyright lga hai tb se automatically viwer kam ho rhe hai asa kyu

        Reply
      • Me ager YouTube se movie buy kar ke mere YouTube channel par upload karu to copyright clim thodi hoga

        Reply
  5. Sir kya main kinemaster ya powerdirector se YouTube video edit kar raha hoon to agar watermark aayega to kya copyright lag jayega please reply

    Reply
    • nahi lagega.

      Reply
      • Sir ji namaste aap kaise hai sir kal maine 1video YouTube pe upload kiya tha lekin video upload hone ke thodi der bad YouTube ne inappropriate removed kar diya maine video me film ki comedy scene edit kiya tha kyu isliye mera video remove ho gaya please reply me

        Reply
        • हां, आप किसी और का विडियो इस्तेमाल नहीं कर सकते

          Reply
    • Sir maine ek video bnai hai or edit ki par usme album song ka use kaise kr skta hu bina copyright ke

      Reply
      • इसके लिए आप song खरीदना होगा

        Reply
    • copyright free background music, sound effect kha se download kre aur kaise use kre…
      music suspance, mysterious, jaise honi chahiye…

      Reply
  6. Sir Mera Ek You Tube Channel Hai Desi Hadoti Fan Club Sir Us Channel Me Maine Bar Bar Ad Per Click Karne Se Channel Monetize Nhi Ho Pa Rha Hai To Sir Aap Mujhe Iska Solution Btawo ME Aapke Reply Ka Wait Karunga.

    Reply
    • इसका सलूशन यही है कि आप अपने ऐड पर क्लिक मत करो

      Reply
      • Sir mere Youtube channel per subscriber or watch nhi aa rhe or na hi view nhi aa rhe hai kuch upaye Bataye sir

        Reply
        • अपने विडियो को शेयर किया करो

          Reply
  7. Sir mere 11000 subscribe h or mere channel par ek bhi copyright video nahi। h fir bhi mera channel monetization nahi ho Raha h please reply

    Reply
    • क्या प्रॉब्लम होती है वह बताओ

      Reply
      • Song par copyright Aata Hai

        Reply
        • हां आता है

          Reply
  8. Bhai mene ik glti toh kr di h mene copyright vedios ko upload kiya aur bad me dlt kr diya bt 3 bar se jyada bar aa gya toh kya mera channel monotize nhi hoga …
    Bhai bhut confusion me hu 864 subscriber ja chuke h veiws bhi bhut h kya kru channel dlt krne ka man nhi h music channel h mera
    Mujhe koi idea do ba kaise apne channel ko bachahye plzz bhai help me

    Reply
    • हां अगर 3 बार से ज्यादा copyright strike मैं तो आपका चैनल डिलीट हो जाएगा। 3 से कम है तो आप को प्राइस वीडियो को डिलीट करके अपने को जारी रख सकते हैं, कोई नहीं होगी कॉपीराइट स्ट्राइक एक्सपायर हो जाएगी।

      Reply

Leave a Comment